SEARCH RESULTS
Showing search results for "درپیش"
Nazm MATCHES FOR "درپیش"
Nazm
safar ke waqt
nahii.n ko.ii mirii manzil pe hai safar darpesh
hai gard gard abas mujh ko dar-ba-dar pesh
Jaun Eliya
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
aur baaruud se munsalik kar diyaa gayaa hai
aabaadii kaa mas.ala darpesh hai
Ziyaul Hasan
Nazm
shaer
ai 'hafiiz' in nii.nd ke maato.n kii manzil se nikal
kaam hai darpesh daam-e-diida-o-dil se nikal
Hafeez Jalandhari
Nazm
rail ka safar
darpesh achaanak jo hu.ii ek zaruurat
'vaahii' se hu.ii rail pe cha.Dhne kii himaaqat
Raza Naqvi Vahi
Nazm
Darte Darte dam-e-sahar se
qurb kii had se tajaavuz ho to darpesh-e-fanaa
intihaa duurii kii chhuu le.n to bikhar hii jaa.e.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
mohabbat aur fasle
suno phir jo musiibat ab ke hai darpesh ham ko
to phir ham aazmaa.ish hii samajhte hai.n sitam ko
Khan Hasnain Aqib
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
aur baaruud se munsalik kar diyaa gayaa hai
aabaadii kaa mas.ala darpesh hai
Ziyaul Hasan
Nazm
madar-e-hind
girte jaate hai.n sa.nbhalne kii ko.ii aas nahii.n
go safar duur kaa darpesh hai kuchh paas nahii.n
Nabiul Hasan Shamim
Nazm
namak napaid hai nayab hai
kisii taa'miir se pahle hu.ii taKHriib ke haamil kabhii the jo
safar darpesh ye kaisaa
Qamar Jahan Naseer
Nazm
wo inqalab ka mutrib
kisii KHayaal kaa paikar kisii sanam kaa KHayaal
hai qaht-e-lafz-o-ma.aanii kaa marhala darpesh
Muslim Shameem
Nazm
insilak
nabz-e-ummiid chalaane kaa hunar jaante hai.n
chaahtaa huu.n ki kuchh aise bhii safar ho.n darpesh