SEARCH RESULTS
Showing search results for "شرف"
Nazm MATCHES FOR "شرف"
Nazm
aurat
sharaf me.n ba.Dh ke surayyaa se musht-e-KHaak us kii
ki har sharaf hai isii darj kaa dur-e-maknuu.n
Allama Iqbal
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
jis ko chhuu kar sabhii ik taraf ho ga.e
baat kii baat me.n zii-sharaf ho ga.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shahar-e-yaran
vo pahu.nch jaa.e to hogii phir se barpaa anjuman
aur tartiib-e-maqaam-o-mansab-o-jaah-o-sharaf
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard-e-dil
faKHr hai mujh ko usii dar se sharaf paane kaa
mai.n sharaabii huu.n usii ri.nd ke maiKHaane kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
achchhi baaten
pyaare bachcho tum ek kaam karo
apnii nekii se paidaa naam karo
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
aarzu
KHudaayaa aarzuu merii yahii hai
ye hasrat dil me.n karvaT le rahii hai
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
jamuna-ji
baa.is naaz hai be-shubah himaala ke liye
sabab-e-faKHr-o-sharf gokul-o-mathuraa ke liye
Bismil Allahabadi
Nazm
sardi
sardii baarish ke baa'd aatii hai
ik shaguufa nayaa khilaatii hai
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
mohabbat par yaqin tha jab
KHudaa.ii baargaaho.n me.n
huzuurii kaa sharaf miltaa hai merii sab du.aa.o.n ko
Hamida Shaheen
Nazm
ehsan faramosh
phir kahaa ye de ke mujh ko ek moTii sii raqam
gar qubuul uftad zahe izz-o-sharaf ai mohtaram
Asrar jamayee
Nazm
kya aur kaun
za.iif sun ke ye aape se ho gayaa baahar
kahaa ki sharm ho tum par shariir-o-bad aKHtar
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
aawazen
miyaa.uu.n miyaa.uu.n bole billii
me.n-me.n me.n-me.n bole bakrii
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
musibat ki KHabren
usii saahib-e-taKHt-o-taaj-o-tarab ko
jise aaj islaam kii paasbaanii kaa puuraa sharaf hai
Ali Akbar Natiq
Nazm
ajib KHwahish
use bhii kuchh dil kii rahnumaa.ii me.n
zindagii ko guzaarne kaa sharaf ataa ho