SEARCH RESULTS
Showing search results for "گرج"
Nazm MATCHES FOR "گرج"
Nazm
aaKHiri lamha
ja.ngal ko kaaTtaa hu.aa rastaa hasiin hai
dil ko hilaa.e laakh ghaTaa.o.n kii ghan-garaj
Jan Nisar Akhtar
Nazm
barsat ki bahaaren
gul phuul jhaa.D-buuTe kar apnii dhaj rahe hai.n
bijlii chamak rahii hai baadal garaj rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raat aur rail
ek sarkash fauj kii suurat alam khole hu.e
ek tuufaanii garaj ke saath Daraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chand ke musafir
aa.ndhiyaa.n ujaalo.n kii ghan-garaj siyaasat kii
kaa.npte hai.n sayyaare raat hai qayaamat kii
Mahboob Khizan
Nazm
milan ki raat
phir baadal ghir kar aa.e.nge
garaj garaj kar chamak chamak kar teraa jii dahlaa.e.nge
Muneer Niyazi
Nazm
baadal
mere liye hai un kii garaj me.n suruud-o-cha.ng
paiGaam-e-imbisaat hai mujh ko sadaa-e-abr
Noon Meem Rashid
Nazm
KHushk-sali
ab vo naalo.n kii garaj hai ab na vo shor-e-fuGaa.n
ab na uThtaa hai kaleja se mohabbat kaa dhu.aa.n
Josh Malihabadi
Nazm
abr
garaj kaa shor nahii.n hai KHamosh hai ye ghaTaa
'ajiib mai-kada-e-be-KHarosh hai ye ghaTaa
Allama Iqbal
Nazm
maut ka git
phuu.nk do qasr ko gar kun kaa tamaashaa hai yahii
zindagii chhiin lo duniyaa se jo duniyaa hai yahii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
bachchon ka KHat chacha KHarru shechof aur mamun candy
aap dono.n hai.n bahaadur suurmaa kyaa is me.n shak
ek baadal kii garaj hai ek sho.ale kii lapak
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
dharti amar hai
garaj kar bolne vaalo.n se kaliyaa.n ruuTh jaatii hai.n
zaraa aahista chal
Salam Machhli shahri
Nazm
taaqub apne ham-zad ka
bijlii kii chamak baadal kii garaj
kabhii chhat Tapaktii thii to kabhii hiltii thii.n diivaare.n
Perwaiz Shaharyar
Nazm
barsat
baadal garaj rahaa hai bijlii chamak rahii hai
pur-kaif hai.n fazaa.e.n har shai damak rahii hai