SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुमार"
Nazm MATCHES FOR "ख़ुमार"
Nazm
kaniz
huzuur aap kii nazar me.n nii.nd kaa KHumaar hai
huzuur shaayad aaj dushmano.n ko kuchh buKHaar hai
Ahmad Faraz
Nazm
ek rah-guzar par
hazaar fitne tah-e-paa-e-naaz KHaak-nashii.n
har ik nigaah KHumaar-e-shabaab se ra.ngii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki raat
nargis-e-naaz me.n vo nii.nd kaa halkaa saa KHumaar
vo mire naGma-e-shiirii.n kaa asar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHak-e-hind
hubb-e-vatan samaa.e aa.nkho.n me.n nuur ho kar
sar me.n KHumaar ho kar dil me.n suruur ho kar
Chakbast Brij Narayan
Nazm
aadhi raat
ye mauj-e-Gaflat-e-ma.asuum ye KHumaar-e-badan
ye saa.ns nii.nd me.n Duubii ye aa.nkh madmaatii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sham-e-ayaadat
taGaaful-o-KHumaar aur be-KHudii kii oT me.n
nigaahe.n ik jahaa.n kii hoshiyaariyaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
holi
gale me.n Daal do baa.nho.n kaa haar holii me.n
utaaro ek baras kaa KHumaar holii me.n
Nazeer Banarasi
Nazm
surud-e-shabana
saaz-e-dil ke KHamosh taaro.n se
chhan rahaa hai KHumaar-e-kaif-aagii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tah-e-nujum
KHumaar-e-KHvaab se labrez ahmarii.n aa.nkhe.n
safed ruKH pe pareshaan ambarii.n aa.nkhe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shahr-e-dost
hamaare dil me.n khilaa.e the chaahato.n ke gulaab
KHumaar baaqii hai ab tak hamaarii aa.nkho.n me.n
Farooq Bakshi
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
naved-e-aamad-e-roz-e-jazaa nahii.n aatii
ye kis KHumaar-kade me.n nadiim hai.n ham tum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
inqalab-e-filistin
naam ko baaqii nahii.n islaam kaa izz-o-vaqaar
terii aa.nkho.n se magar jaataa nahii.n ab tak KHumaar
Shahzadi Kulsum
Nazm
allahabad se
nigaaho.n me.n KHumaar-e-baada le kar
nigaaho.n kaa sharaabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
main kyun bhul jaun
KHumaar-e-mai aish aur naa-muraadii
vo marg-e-tamannaa vo anjaam-e-mastii
Arsh Malsiyani
Nazm
kaif se KHumar tak
inkisaar me.n ik Guruur saa
kuchh KHumaar saa kuchh suruur saa