SEARCH RESULTS
Showing search results for "वजह-ए-मुश्किलात"
Nazm MATCHES FOR "वजह-ए-मुश्किलात"
Nazm
ek alamat
ye mai-e-naab pur-asraar bhii hai tez bhii hai
kuchh to hai vaj.h-e-dil-aazaarii-o-aaha.ng-o-satez
Mustafa Zaidi
Nazm
meri holi
taazgii vaj.h-e-shaguft-e-KHaatir-e-aalam rahe
merii duniyaa me.n hamesha ek hii mausam rahe
Seemab Akbarabadi
Nazm
madam
vaj.h-e-be-ra.ngii-e-gulzaar kahuu.n yaa na kahuu.n
kaun hai kitnaa gunahgaar kahuu.n yaa na kahuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
main kaun hun
vaqt kis samt hai ravaa.n paiham
vaj.h-e-taKHliiq-o-irtiqaa kyaa hai
Muslim Shameem
Nazm
main kaun hun
vaqt kis samt hai ravaa.n paiham
vaj.h-e-taKHliiq-o-irtiqaa kyaa hai
Muslim Shameem
Nazm
jamia-usmaniya
kaash tuu mere liye vajh-e-kashuud-e-kaar ho
terii qum se baKHt-e-KHvaabiida miraa bedaar ho
Maikash Akbarabadi
Nazm
takmil
navaa-e-vaj.h-e-vajuud-o-KHayaal ko sun kar
na.e-navele ta.ajjub ko jaa ke chhuu le.nge
Abid Almi
Nazm
be-kaifi
be-ruKHii vajah-e-intiqaam nahii.n
is shikaayat kaa ko.ii naam nahii.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
mere azizo
ki iKHtisaar-e-hayaat hii vaj.h-e-dil-kashii hai
jahaan-e-zer-o-zabar ke jhag.Do.n se
Salman Basit
Nazm
aawagawan
aa.nkh ab KHvaab kii jumbish bhii nahii.n sah saktii
ab ko.ii vajh-e-takalluf na ko.ii rasm-e-hijaab
Nisar Nasik
Nazm
mir
josh-e-istiGnaa tiraa tere liye vaj.h-e-nashaat
shaan-e-KHuddaarii tirii aa.iina-daar-e-ehtiyaat