SEARCH RESULTS
Showing search results for "हम-वतन"
Nazm MATCHES FOR "हम-वतन"
Nazm
nazm
shahrii hai.n ham-vatan hai hindostaa.n hamaaraa
hai ye zamiin hamaarii ye aasmaa.n hamaaraa
Nazm
tarana-e-watan
mulkii hai.n ham vatan hai mulk-e-dakan hamaaraa
ye hai zamii.n hamaarii ye hai vatan hamaaraa
Sughra Humaun Mirza
Nazm
tarana-e-milli
chiin-o-arab hamaaraa hindostaa.n hamaaraa
muslim hai.n ham vatan hai saaraa jahaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
bahaar ka aaKHiri phul
kabhii ke terii mahfil se mohabbat ke ratan nikle
sitam hai is gulistaa.n se tire sab ham-vatan nikle
Narayan Das Puri
Nazm
hubb-e-watan
ulfat se garm sab ke dil-e-sard ho.n baham
aur jo ki ham-vatan ho.n vo hamdard ho.n baham
Mohammad Husain Azad
Nazm
aah gokhale
ai kaash ho ye kalima phir hirz-e-jaa.n hamaaraa
hindii hai.n ham vatan hai hindostaa.n hamaaraa
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
hubb-e-watan
tum agar chaahte ho mulk kii KHair
na kisii ham-vatan ko samjho Gair
Altaf Hussain Hali
Nazm
tarana-e-hindi
maz.hab nahii.n sikhaataa aapas me.n bair rakhnaa
hindii hai.n ham vatan hai hindostaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
ajnabi shahr
tere daaman kii rangiiniyaa.n dekh kar
yaad aate hai.n kyo.n apne vo ham-vatan
Azra Naqvi
Nazm
hubb-e-watan
ahl-e-himmat kamaa ke laate hai.n
ham-vatan faa.ede uThaate hai.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
blind followers
mai.n aaj tum se muKHaatib huu.n mere ham-vatano
ki tab'-e-shikva-e-Gam aaj kuchh ziyaada hai
Balmohan panday
Nazm
apne ham-watanon ke liye
ye jo baaG khilaa.e ham ne
in baaGo.n kii hariyaalii me.n