SEARCH RESULTS
Showing search results for "हालात"
Nazm MATCHES FOR "हालात"
Nazm
mulaqat
jo ho na sakii baat vo chehro.n se ayaa.n thii
haalaat kaa maatam thaa mulaaqaat kahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
wirsa
kaun kahtaa hai ki haalaat pe tanqiid na kar
hukmaraano.n ke Galat da.avo.n kii tardiid na kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawab-e-shikwa
apne haalaat pe tum Gaur zaraa kar lo agar
jald khul jaa.egii phir saarii haqiiqat tum par
Nashtar Amrohvi
Nazm
aurat
Dhal jaanaa har ik ruup me.n aasaan hai us ko
badle hu.e haalaat kii pahchaan hai us ko
Rahbar Jaunpuri
Nazm
nasirddin shah ke liye
mere haalaat badal jaate hai.n
meraa chehra bhii badal jaataa hai afsaana-o-manzar ke mutaabiq
Gulzar
Nazm
aap-biti
ek big.Dii hu.ii suurat ke sivaa kuchh bhii na thaa
jab bhii haalaat kii tasviir utaarii mai.n ne
Qateel Shifai
Nazm
jawan aag
ye javaa.n KHuun siyah-raat kaa rahne degaa
dukh me.n Duube hu.e haalaat na rahne degaa
Habib Jalib
Nazm
kuchh baaten
dahr ke haalaat kii baate.n kare.n
is musalsal raat kii baate.n kare.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
tumne likkha hai
mai.n hii begaana rahaa apnii haqiiqat se magar
tum ne haalaat ke unvaan ko pahchaan liyaa
Prem Warbartani
Nazm
ilm ki zarurat
nigaah-e-Gaur se dekho agar haalaat-e-insaanii
to ho saktaa hai hal ye uqda-e-mushkil ba-aasaanii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aap-biti
sirf ehsaas me.n haalaat kii tafsiir kahaa.n
sirf fariyaad me.n zaKHmo.n kii vo zanjiir kahaa.n