SEARCH RESULTS
Showing search results for "a.ng.daa.ii"
Nazm MATCHES FOR "a.ng.daa.ii"
Nazm
dusra ban-bas
raqs-e-diivaangii aa.ngan me.n jo dekhaa hogaa
chhe december ko shrii raam ne sochaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
intizar
sub.h ne sej se uThte hu.e lii a.ng.Daa.ii
o sabaa! tuu bhii jo aa.ii to akelii aa.ii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
o des se aane wale bata
panhaariyaa.n paanii bhartii hai.n
a.ng.Daa.ii kaa naqsha ban ban kar
Akhtar Shirani
Nazm
fareb
barbat o taa.uus ne a.ng.Daa.ii lii
aur mutrib kii hathelii se shu.aa.e.n phuuTii.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mere andar ka.ii qisse hai.n tere
badan huu.n mai.n merii a.ng.Daa.ii hai tuu
Chandra Shekhar Varma
Nazm
kya gul-badani hai
a.ng.Daa.ii kaa KHam hai ki dhanak TuuT rahii hai
mukh.Daa hai ki parbat pe kiran phuuT rahii hai
Josh Malihabadi
Nazm
gurez
sulaa ga.ii thii.n jinhe.n terii multafit nazre.n
vo dard jaag uThe phir se le ke a.ng.Daa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ujala
nii.nd ke saa.e me.n har phuul ne a.ng.Daa.ii lii
narm kaliyo.n ne tire dam se chaTaknaa siikhaa
Mustafa Zaidi
Nazm
tu agar sair ko nikle
le ke a.ng.Daa.ii jo tuu ghaaT pe badle pahluu
chaltaa phirtaa nazar aa jaa.e nadii par jaaduu
Josh Malihabadi
Nazm
bakira
....aur chaadar par shab-baashii kaa zinda lahuu thaa
us ne uTh ke a.ng.Daa.ii lii
Saqi Faruqi
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
nii.nd kaa maataa dhuum machaataa
a.ng.Daa.ii letaa bal khaataa