SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahkii"
Nazm MATCHES FOR "bahkii"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wo jo shaer tha
vo jo shaa.er thaa, chup saa rahtaa thaa
bahkii bahkii sii baate.n kartaa thaa
Gulzar
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kaise bahkii hu.ii nazro.n ke ta.ayyush ke liye
surKH mahlo.n me.n javaa.n jismo.n ke ambaar lage
Sahir Ludhianvi
Nazm
girls college ki lari
kisii kii adaa se ayaa.n KHush-mazaaqii
kisii kii nigaaho.n me.n kuchh niind baaqii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
manTo
kaun hai ye jis ne apnii bahkii bahkii saa.nso.n kaa jaal
baam-e-zamaa.n par phe.nkaa hai
Majeed Amjad
Nazm
etimad
mai.n ne sochaa thaa ki is baar tumhaarii saa.nse.n
merii bahkii hu.ii saa.nso.n se lipaT jaa.e.ngii
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
raqqasa-e-hayat se
sahmii hu.ii sadaa-e-dil-e-naa-tavaa.n na sun
bahkii hu.ii nazar ke ishaaro.n par raqs kar
Shakeel Badayuni
Nazm
ek shaera ki shadi par
nik.hat-e-sher se mahkii hu.ii rahtii thii sadaa
nashshaa-e-fikr me.n bahkii hu.ii rahtii thii sadaa
Akhtar Shirani
Nazm
gujraat ki raat
uf vo so.ii hu.ii kho.ii hu.ii fitrat kii bahaar
uf vo mahkii hu.ii bahkii hu.ii barsaat kii raat
Akhtar Shirani
Nazm
waqt ki qadr
KHabar le jald ki bahkii hu.ii bahaar hai aaj
nashaat-e-KHuld se ma.amuur sabza-zaar hai aaj
Akhtar Shirani
Nazm
kya hogi peDon ki zat
paagal ho gayaa bastii
bahkii bahkii sii baate.n kartaa hai
Kamal Upadhyay
Nazm
gurez-pa
us ne aaKHir kyuu.n bunaa thaa bahkii nazro.n se hasii.n chaahat kaa jaal
Shakeb Jalali
Nazm
aawara
merii bahkii hu.ii baato.n kaa buraa mat maano
mere ehsaas ko tahziib kuchal detii hai
Akhtar Payami
Nazm
qasam
vaqt kii bahkii bahkii havaa kii qasam
luT na jaa.e gul-e-nau kii azmat kahii.n