SEARCH RESULTS
Showing search results for "baraa-e-maslahat"
Nazm MATCHES FOR "baraa-e-maslahat"
Nazm
payam-e-hasti
agar hai chuuknaa manzuur quraa.n kii tilaavat se
baraa-e-zaKHm-e-Gaflat marham-e-zangaar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
mera saya
mujhe tum se ko.ii mohabbat na ulfat
ta.alluq bhii ab hai baraa-e-ta.alluq
Aarif Akhtar Naqvi
Nazm
KHak ko main KHwar kyun karta
baraa-e-mehrbaanii apne juute khol liije
ye miTTii qabr kii hai is kii hurmat ko samajhiye
Shariq Kaifi
Nazm
KHidmat-e-adab
lekin KHudaa bhalaa kare ik mehrbaan kaa
jin ko adab-baraa-e-shikam kaa hai tajraba
Raza Naqvi Vahi
Nazm
rahguzar ke baad
shab intizaar-e-sahar hai sahar ke baa'd hai kyaa
du.aa baraa-e-asar hai asar ke baa'd hai kyaa
Mahboob Khizan
Nazm
lab pe pabandi to hai
jhuuT kyuu.n bole.n faroG-e-maslahat ke naam par
zindagii pyaarii sahii lekin hame.n marnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
taqayya
KHamoshii-o-maslahat-pasandii me.n KHairiyat hai
magar mire shahr-e-munharif me.n
Parveen Shakir
Nazm
aane wali nasl ka tohfa
jo mujrim hai.n unhe.n mujrim hii kahte hai.n
fareb-o-maslahat ko aap bhii aur ham bhii chho.De.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
zaban se nafrat kyun
zabaa.n hayaat ke ho.nTo.n kii muskuraahaT hai
fareb-o-maslahat-o-makr-o-rasmiyaat nahii.n
Nazish Partap Gadhi
Nazm
ahd-e-tifli
puuchhnaa rah rah ke us ke koh-o-sahraa kii KHabar
aur vo hairat daroG-e-maslahat-aamez par