SEARCH RESULTS
Showing search results for "dair-o-haram"
Nazm MATCHES FOR "dair-o-haram"
Nazm
ek aarzu
kaano.n pe ho na mere dair o haram kaa ehsaa.n
rauzan hii jho.npa.Dii kaa mujh ko sahar-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
naya shiwala
ta.ng aa ke mai.n ne aaKHir dair o haram ko chho.Daa
vaa.iz kaa va.az chho.Daa chho.De tire fasaane
Allama Iqbal
Nazm
jawahar-lal nehru
daaman-e-vaqt pe ab KHuun ke chhii.nTe na pa.De.n
ek markaz kii taraf dair-o-haram le ke chalo
Sahir Ludhianvi
Nazm
dil-o-dimagh ko ro lunga aah kar lunga
mujhe jo dair-o-haram me.n kahii.n jagah na milii
tire KHayaal hii ko sajda-gaah kar luu.ngaa
Akhtar Shirani
Nazm
nazm
hamaare fan kii alaamaat ko samajh na sake.n
charaaG-e-dair-o-haram se kisii kaa ghar na jale
Malikzaada Manzoor Ahmad
Nazm
tarah-e-nau
ilhaad kar rahaa hai murattab jahaan-e-nau
dair-o-haram ke hiila-e-Gaarat-garii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
guru-nanak dev ji
jahaan-e-ishq me.n kuchh besh-o-kam kaa farq na thaa
tirii nigaah me.n dair-o-haram kaa farq na thaa
Darshan Singh
Nazm
shama
ka.abe me.n but-kade me.n hai yaksaa.n tirii ziyaa
mai.n imtiyaaz-e-dair-o-haram me.n pha.nsaa hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
hindostan
insaan zindabaad ke na.are buland kar
dair-o-haram ke roz ke jhag.Do.n se dar-guzar
Shatir Hakeemi
Nazm
ghaalib
dair-o-haram pe bhii nahii.n ye raaz munkashif
harf-e-azal hai kaun jo ma.anaa-farosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
amn ka tehwar
ek hii diivaar ke saa.e me.n hai.n dair-o-haram
haa.n vahii bhaarat hai ye jo amn kii tasviir hai
Khayal Ansari
Nazm
andhe pujari
jo kah rahe hai.n ki dair-o-haram na chhuuTe.nge
jo zid me.n hai.n ki puraane sanam na chhuuTe.nge
Qaisarul Jafri
Nazm
paigham-e-mohabbat
qur.aa.n liyaa haatho.n me.n sanam ham ne uThaayaa
tab jaa ke sar-e-dair-o-haram ham ne uThaayaa
Sayeed Ahsan
Nazm
payam
nisbat hai mai-kade se ziyaada bhale mujhe
dair-o-haram kaa bhii hai baraabar hii ehtiraam