SEARCH RESULTS
Showing search results for "dair-o-haram"
Ghazal MATCHES FOR "dair-o-haram"
Ghazal
jab ham huduud-e-dair-o-haram se guzar ga.e
har samt un kaa jalva 'ayaa.n thaa jidhar ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
dair-o-haram se guzre ab dil hai ghar hamaaraa
hai KHatm is aable par sair-o-safar hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
muriid-e-dair-o-haram kam-se-kam ye kaam kare.n
hadiis-e-dard-e-mohabbat kaa zauq aam kare.n
Ameen Salaunvi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
dil-ba-dil aa.iina hai dair o haram
haq jo puuchho ek dar hai do taraf
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
dair-o-haram ke biich agar mai-kada na ho
insaaniyat ke naam kaa raushan diyaa na ho
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
baat ho dair-o-haram kii yaa vatan kii baat ho
baat jab ho dosto.n husn-e-chaman kii baat ho
Shayan Quraishi
Ghazal
havaa-e-dair-o-haram se bachaanaa pa.Dtaa hai
KHudaa ko siine ke andar chhupaanaa pa.Dtaa hai
Ameer Imam
Ghazal
dair-o-haram bhii aa.e ka.ii is safar ke biich
merii jabiin-e-shauq tire sa.ng-e-dar ke biich
Asha Parbhat
Ghazal
dair-o-haram se kaam na kuu-e-butaa.n se hai
vaabasta zindagii tire dard-e-nihaa.n se hai
Khwaja Shauq
Ghazal
Ghalib Ahmad
Ghazal
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
dair-o-haram me.n jalva-e-jaanaana ek hai
parda uThe to ka.aba-o-but-KHaana ek hai
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
ham ne chhaanii hai.n bahut dair o haram kii galiyaa.n
kahii.n paayaa na Thikaanaa tire diivaane kaa