SEARCH RESULTS
Showing search results for "dobaara"
Nazm MATCHES FOR "dobaara"
Nazm
safar ke waqt
bahut ziyaada na piinaa ki kuchh na yaad aa.e
jo lucknow me.n hu.aa thaa vo ab dobaara na ho
Jaun Eliya
Nazm
KHud-kushi
chaaT kar diivaar ko nok-e-zabaa.n se naa-tavaa.n
sub.h hone tak vo ho jaatii thii dobaara buland,
Noon Meem Rashid
Nazm
diwar
jab dobaara dobaara dobaara pa.Dii
merii diivaar me.n zalzale aa ga.e
Sohaib Mugheera Siddiqi
Nazm
mohabbat mein der ho sakti hai
gire hu.e sitaaro.n ko
dobaara aasmaan me.n Taa.nkte
Zeeshan Sahil
Nazm
hisab-e-shab
mai.n sochtaa huu.n mujhe hazm-o-ehtiyaat se kyaa
ye zindagii jo dobaara nahii.n milegii mujhe
Sahar Ansari
Nazm
mera raj-kumar
har aah dobaara gin.ne kaa junuun de rahii thii
par mujhe nikalnaa thaa
Ankita Garg
Nazm
dilli ki ek sham
mujh se dobaaraa na kahe
jaag kar bhii na uThe bistar-e-duniyaa se kyo.n
Akash Arsh
Nazm
KHuda gawah
fanaa ke baa'd dobaara hayaat agar hotii
to mai.n zaruur lipaT kar tumhaare siine se
Yahya Amjad
Nazm
wo arsa jo duri mein guzra
mai.n us kaifiyat me.n dobaara
kisii taur shirkat nahii.n kar sakuu.ngaa
Rafiq Sandelvi
Nazm
taKHrib-karon ki shahadat
qaadir-e-mutlaq hai tuu in ko dobaara age de
in shahiido.n ko tuu duniyaa hii me.n vaapas bhej de
Khalid Irfan
Nazm
waqt ki qadr
Gaur se dobaara pa.Dh lene ke ba.ad
yaad ho jaa.e sabaq bhuulaa hu.aa