SEARCH RESULTS
Showing search results for "gesu-e-urduu"
Nazm MATCHES FOR "gesu-e-urduu"
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai
Allama Iqbal
Nazm
sham hai dhuan dhuan
KHushbuu bhii u.Dii
aur gesuu-e-shab me.n jaa uljhii
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
urdu
Gazlo.n ke ai shahanshaah 'miir'-e-jahaan-e-urdu
baaqii nahii.n jahaa.n me.n naam-o-nishaan-e-urdu
Mohammad Owais Khan
Nazm
curfew mein mushaera
shaa.ir ravaa.n the sher ke chaaquu liye hu.e
dil me.n KHayaal-e-KHidmat-e-urdu liye hu.e
Khalid Irfan
Nazm
wo
gesu-e-pur-KHam savaad-e-dosh tak pahu.nche hu.e
aur kuchh bikhre hu.e uljhe hu.e simTe hu.e
Jaun Eliya
Nazm
urdu
zau-fishaa.n tuu rahe ai sham.a-e-zabaan-e-urdu
teraa har zarra chamak kar mah-e-kaamil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
meri shaeri aur naqqad
gesuu-e-shaahid-e-giitii me.n piro kar motii
ko.ii diivaana bahut daad-e-junuu.n paa.egaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
be-wafa kaise banun
KHvaahish-e-saaya-e-gesuu-e-pareshaa.n hii nahii.n
jannat-e-aariz-o-lab kii bhii tamannaa na karuu.n
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
jo hum pe guzri
shaana dar gesuu-e-lailaa-e-vatan ho bhii chukaa
dast-e-imroz se maazii kaa kafan sil bhii chukaa
Muslim Shameem
Nazm
adhuri taswir
gesuu-o-aariz-o-lab hii tiraa me.aar rahe
sa.ng-e-marmar kaa badan hii tiraa shahkaar rahe
Tasneem Abidi
Nazm
hubb-e-watan
ai ahl-e-suKHan mulk kaa bhii aap pe haq hai
maanaa ki dil-aavez hai.n gesuu-o-lab-e-yaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
payaam-e-diida-e-afsaana-kaar chho.D gayaa
hikaayat-e-KHam-e-gesuu-e-yaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
ab bhi raushan hain
ashk-aaluuda tabassum ke charaaGo.n kii qataar
jagmagaa uThte hai.n gesuu-e-sabaa-aaluuda
Ali Sardar Jafri
Nazm
nura
vo nau-KHez nuuraa vo ik bint-e-maryam
vo maKHmuur aa.nkhe.n vo gesu-e-pur-KHam