SEARCH RESULTS
Showing search results for "gham e lazawal eb"
Nazm MATCHES FOR "gham e lazawal eb"
Nazm
nazm
har aadmii hai kisii justujuu me.n bhaTkaa hu.aa
har ek shaKHs Gam-e-laa-zavaal me.n gum hai
Salim Saleem
Nazm
dagh
fasaana-e-Gam-e-dil ab nahii.n sune jaate
shab-e-firaaq me.n taare nahii.n gine jaate
Rabia Sultana Nashad
Nazm
yaad-e-aligarh
Gam-e-zindagii ko kahaa.n tak du.aa de.n
haqiiqat bhii ab ban ga.ii hai fasaana
Aabidullah Ghazi
Nazm
raqs ki raat
kaash ubhar aa.e kahii.n se vo safiina jo mujhe
is Gam-e-marg-e-tah-e-aab se aazaad kare
Noon Meem Rashid
Nazm
tamir
Gam-e-dauraa.n ne Gam-e-dil kaa sukuu.n chhiin liyaa
ab tire pyaar me.n bhii pyaar ke andaaz nahii.n
Mustafa Zaidi
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
''ai Gam-e-dil kyaa karuu.n ai vahshat-e-dil kyaa karuu.n''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
diwali
kyaa tire KHvaab Gam-e-haal ke viiraane me.n
ab bhii maazii kaa fasaana ko.ii dohraate hai.n
Qateel Shifai
Nazm
gham-e-firaq
tumhaare pyaar ke va.ado.n ne saath chho.D diyaa
Gam-e-firaaq me.n ab muskuraa nahii.n saktaa
Nazm
nakaami
mai.n ne har chand Gam-e-ishq ko khonaa chaahaa
Gam-e-ulfat Gam-e-duniyaa me.n samonaa chaahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
saneha
dard-o-Gam-e-hayaat kaa darmaa.n chalaa gayaa
vo KHizr-e-asr-o-iisa-e-dauraa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
afsar
kaarvaan-e-Gam-e-dil aaj nahii.n ruk saktaa
kahkashaa.n ab mire qadmo.n kii tamannaa.ii hai
Ghayas Mateen
Nazm
nannhi pari
mere ghar aa.ii ek nannhii parii
chaa.ndnii ke hasiin rath pe savaar