SEARCH RESULTS
Showing search results for "idhar"
Nazm MATCHES FOR "idhar"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
kaho ki ab ko.ii qaatil agar idhar aayaa
to har qadam pe zamii.n tang hotii jaa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
dard aaega dabe panw
ho na ho apne qabiile kaa bhii ko.ii lashkar
muntazir hogaa a.ndhere kii fasiilo.n ke udhar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pahli aawaz
jaane zindaa.n se udhar kaun se manzar ho.nge
mujh ko diivaar hii diivaar dikhaa.ii dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
ek rah-guzar par
kisii zamaane me.n is rah-guzar se guzraa thaa
ba-sad Guruur o tajammul idhar se guzraa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad-e-aligarh
har ik gaam ahbaab kaa qaafila thaa
idhar da.avaa karnaa udhar kar dikhaanaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
teri yaad
ye samajh kar ki ko.ii aa.nkh idhar uTThegii
merii maGmuum nigaahii ko mujhe samjhegii
Waseem Barelvi
Nazm
koi dil ki chahat se majbur hai
ye na samjho ki ham ko KHabar kuchh nahii.n
sab udhar hii udhar hai idhar kuchh nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
bahut ghuTan hai
bahut ghuTan hai ko.ii suurat-e-bayaa.n nikle
agar sadaa na uThe kam se kam fuGaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
janam din
aur kaho kyaa chaltaa hai''
phir idhar udhar kii baate.n kartaa rahtaa hai
Mohammad Alvi
Nazm
barsat ki bahaaren
jo mast ho.n idhar ke kar shor naachte hai.n
pyaare kaa naam le kar kyaa zor naachte hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nura
javaanii kaa Gussa bikharne kaa aalam
idhar dil me.n ik shor-e-mahshar bapaa thaa