SEARCH RESULTS
Showing search results for "khasta"
Nazm MATCHES FOR "khasta"
Nazm
hasan kuza-gar (1)
kisii KHasta-jaa.n ra.nj-bar kuuza-gar ke liye
ek hii raat vo kohrbaa thii
Noon Meem Rashid
Nazm
ramayan ka ek scene
dekhaa to ek dar me.n hai baiThii vo KHasta-haal
saktaa saa ho gayaa hai ye hai shiddat-e-malaal
Chakbast Braj Narayan
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
tum ye kahte ho ab ko.ii chaaraa nahii.n
jism KHasta hai, haatho.n me.n yaaraa nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujrim
KHasta kap.Do.n me.n ye lipTe hu.e mariyal Dhaa.nche
ye bhikaarii ki jinhe.n dekh ke ghin aatii hai
Shakeb Jalali
Nazm
ek nazm ijazaton ke liye
ki roTii suukhne se pahle
KHasta ho kar bhurnhurii ho jaatii hai
Kishwar Naheed
Nazm
judai
rage.n zamii.n ke manaazir kii pa.D chalii.n Dhiilii
ye KHasta-haalii ye darmaandagii ye sannaaTaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
barbat-e-shikasta
yaas kaa dhu.aa.n uTThaa har navaa-e-KHasta se
aah kii sadaa niklii barbat-e-shikasta se
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
aaKHir uThaa safar ko vo mard KHasta paye
ahbaab chand saath the zii-ilm-o-KHush-kalaam
Akbar Allahabadi
Nazm
makan
jahaa.n dhundlii fazaa.o.n kaa chalan hai
KHasta saa ek makaa.n mujh ko viraasat me.n milaa hai
Gulzar
Nazm
meri shaeri
tahii-dastii o pastii o KHasta-haalii
baguulo.n se ma.amuur phuulo.n se KHaalii
Hafeez Jalandhari
Nazm
ye basti meri basti hai
un muulii bhare KHasta paraaTho.n ke binaa
kab sardiyo.n kaa lutf aataa thaa
Ishrat Afreen
Nazm
naqqad
''ek saut-e-KHasta-o-mauhuum saaz-e-zauq kii''
''murta.ish sii ek aavaaz'' intihaa-e-shauq kii
Josh Malihabadi
Nazm
huzn-e-insan
KHasta-e-kashmakash-e-fikr-o-amal
tujh ko hai hasrat-e-iz.haar-e-shabaab