SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulliyat ahmad nadeem qasmi ahmad nadeem qasmi ebooks"
Nazm MATCHES FOR "kulliyat ahmad nadeem qasmi ahmad nadeem qasmi ebooks"
Nazm
patthar
ret se but na banaa ai mire achchhe fankaar
ek lamhe ko Thahar mai.n tujhe patthar laa duu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
izhaar
tujhe iz.haar-e-mohabbat se agar nafrat hai
tuu ne ho.nTo.n ko larazne se to rokaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
qayamat
chalo ik raat to guzrii
chalo saffaak zulmat ke badan kaa ek Tuk.Daa to kaTaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
agar hai jazba-e-tamir zinda
agar hai jazba-e-taamiir zinda
to phir kis chiiz kii ham me.n kamii hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
jangal ki aag
aag jangal me.n lagii thii lekin
bastiyo.n me.n bhii dhu.aa.n jaa pahu.nchaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
larazte sae
vo fasaana jise taariikii ne dohraayaa hai
merii aa.nkho.n ne sunaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
daranti
chamak rahe hai.n daraa.ntii ke tez dandaane
KHamiida hal kii ye alha.D javaan nuur-e-nazar
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
naya sal
raat kii u.Dtii hu.ii raakh se bojhal hai nasiim
yuu.n asaa Tek ke chaltii hai ki rahm aataa hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
restaurant
restaurant me.n saje hu.e hai.n kaise kaise chehre
qabro.n ke katbo.n par jaise masle masle sehre
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
bahut se bachchon ka ghar
abbaa to chale ga.e hai.n daftar
ammii ko buKHaar aa rahaa hai