SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasiim-e-saharii"
Nazm MATCHES FOR "nasiim-e-saharii"
Nazm
dard-e-dil
ye nasiim-e-saharii aaj KHabar laa.ii hai
saal guzraa mire gulshan me.n bahaar aa.ii hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
manazir-e-sahar
u.Dte hu.e gesuu vo nasiim-e-saharii ke
shaano.n pe pareshaan hai.n yaa baal parii ke
Josh Malihabadi
Nazm
madar-e-fitrat
kah nasiim-e-saharii se mirii hamraaz bane
mirii monis mirii hamdam mirii dam-saaz bane
Syeda Farhat
Nazm
yaaden
lahje me.n vo andaaz nasiim-e-saharii kaa
vo phuul kii suurat lab-o-ruKHsaar kaa 'aalam
Bazm Ansari
Nazm
nasim-e-sahar
kis naaz kis adaa se nasiim-e-sahar chalii
buu kii tarah ravaa.n hu.ii misl-e-nazar chalii
Mela Ram Wafa
Nazm
akele kamre mein
chaman kaa rang nasiim-e-sahar gulaab ke phuul
nahii.n ho tum to ye saare udaas lagte hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
hinDola
yahii.n vatan ke taraano.n kii vo pave.n phuuTe.n
vo be-qaraar sukuu.n-zaa tarannum-e-saharii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
parda aur ismat
qasam anjum-e-shab ke zauq-e-safar kii
qasam taazgii-e-nasiim-e-sahar kii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aazadi
tarannum-e-saharii de rahaa hai jo chhup kar
hariif-e-sub.h-e-vatan hai ye shaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dur-haa-e-aab-daar o sharar-haa-e-dil-nashii.n
shab-haa-e-talKH-o-tursh o sahar-haa-e-shakkarii.n
Josh Malihabadi
Nazm
yaum-e-azadi
pahaa.D kaT gayaa nuur-e-sahar se raat malii
KHudaa kaa shakar Gulaamii se to najaat malii
Siraj Lakhnavi
Nazm
ayaadat
biimaar ke qariib ba-sad-shaan-e-ehtiyaat
dildaarii-e-nasiim-e-bahaaraa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
phul barsao shahidan-e-watan ki KHak par
un ke dam se thaa chaman ye KHaar-zaar-e-zindagii
thaa nafas un kaa nasiim-e-KHush-gavaar-e-zindagii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
sham-e-rah-guzar
ziist be-iKHtiyaar guzrii hai
juu.n nasiim-e-bahaar guzrii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hamare shajre bikhar gae hain
sitaara-e-saharii gavaah hai
ki ham ne insaa.n ko