SEARCH RESULTS
Showing search results for "sinaa.n"
Nazm MATCHES FOR "sinaa.n"
Nazm
lucknow
tole hu.e hai teG-o-sinaa.n husn-e-be-naqaab
naavak-fagan hai jalva-e-pinhaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
kabhii ye gulnaar ho gayaa hai sinaa.n pe guftaar ho gayaa hai
kabhii hu.aa hai ye Garq-e-dariyaa
Tariq Qamar
Nazm
lahu ka suragh
na surKHi-e-lab-e-KHanjar na ra.ng-e-nok-e-sinaa.n
na KHaak par ko.ii dhabbaa na baam par ko.ii daaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jis roz qaza aaegi
aur kahii.n duur se anjaan gulaabo.n kii bahaar
yak-ba-yak siina-e-mahtaab ko ta.Dpaane lage
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
inqalab-e-hind
sabr vaale chhaa rahe hai.n jabr kii aqliim par
ho gayaa farsuuda shamshiir-o-sinaa.n kaa inqalaab
Zafar Ali Khan
Nazm
idhar bhi aa
ye top ye tufa.ng ye teG o sinaan bhii dekh
o kushta-e-nigaar-e-dil-aaraa idhar bhii aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tajdid-e-amal
aKHlaaq me.n taaqat hai fuzuu.n teG-o-sinaa.n se
paikaar ke ye aahanii aalaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
aurat
sataa.egaa is ko bataa kyaa zamaana
sinaa.n jis kii apnii hai shamshiir apnii
Robeena Meer
Nazm
munkir ka KHauf
kahii.n nok-e-sinaa.n ke ism o afsuu.n se
lahuu kii buu.nd me.n tasliim kii kirne.n jagaataa hai
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
suKHanwaran-e-ahd se KHitab
mizhgaa.n kii sinaa.n ke evaz ab suntii hai mahfil
kaa.nTo.n kii kathaa barhana-paa.ii kii zabaanii