SEARCH RESULTS
Showing search results for "بے کسب"
Ghazal MATCHES FOR "بے کسب"
Ghazal
mohabbat par na bhuulo mohabbat be-kasii hai
sukuun-e-sarv-o-sumbul sab apnii saadgii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
guzraa hai naagavaar unhe.n be-kasii kaa shor
kaano.n me.n jin ke guu.nj rahaa hai KHushii kaa shor
Sajjad Shamsi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ajiib rang saa chehro.n pe be-kasii kaa hai
chalo sambhal ke ye aalam ravaa-ravii kaa hai
Farooq Nazki
Ghazal
qismat bure kisii ke na is tarah laa.e din
aafat na.ii hai roz musiibat hai aa.e din
Dattatriya Kaifi
Ghazal
ha.ngaam-e-naza.a girya yahaa.n be-kasii kaa thaa
tum ha.ns pa.De ye kaun saa mauqa ha.nsii kaa thaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
alam kii had hai kahaa.n be-kasii kahaa.n tak hai
hamaare Gam me.n tumhaarii KHushii kahaa.n tak hai
Ehsas Muradabadi
Ghazal
mahakte lafzo.n me.n shaamil hai ra.ng-o-buu kis kii
ye mere shero.n me.n hotii hai guftuguu kis kii
Farooq Bakshi
Ghazal
mai.n vo be-chaara huu.n jis se be-kasii maanuus hai
jo hathelii haath me.n hai ik kaf-e-afsos hai
Shad Lakhnavi
Ghazal
kisii be-kas ke kaase me.n jo tuu maqduur ho jaa.e
gadaa ho kar vo rashk-e-qaisar-o-maGfuur ho jaa.e
Ishrat Hafiz Abadi
Ghazal
aasmaa.n suuraj sitaare bahr-o-bar kis ke liye
ye safar kis ke liye raKHt-e-safar kis ke liye
Najeeb Ahmad
Ghazal
kabhii ranj-o-Gam to kabhii be-kasii hai
mirii zindagii bhii ajab zindagii hai