SEARCH RESULTS
Showing search results for "رقص_بسمل"
Ghazal MATCHES FOR "رقص_بسمل"
Ghazal
na ko.ii shauq na hasrat na justujuu na KHalish
bisaat-e-raqs pe bismil kii aarzuu kyaa hai
Bismil Aazmi
Ghazal
raqs-e-bismil kii mire dil ko adaa bhii aa.e
mujh se bichha.Do to ta.Dapne kaa mazaa bhii aa.e
Javed Naseemi
Ghazal
guu.nj par zanjiir kii ik raqs bismil ne kiyaa
zulm kii vahshii fazaa me.n naGmagii achchhii lagii
Raziya Subhan
Ghazal
yahaa.n har shahr me.n hai raqs-e-bismil
vo phir bhii jhuuTaa qissa ga.Dh rahaa hai
Zahid Mukhtar
Ghazal
kahte hai.n maqtal me.n mujh se ho ke shaad
raqs-e-bismil aaj dikhlaate hai.n ham
KHanjar ajmerii
Ghazal
aab-e-KHanjar kyaa sharaab-e-naab thii
raqs-e-bismil laGzish-e-mastaana hai
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Syed Naseer Shah
Ghazal
kal vahii ban jaa.e.nge yaaro hamaare chaaraagar
aaj har lamha jinhe.n ik raqs-e-bismil chaahiye
Qasim Niyazi
Ghazal
Noor Indori
Ghazal
myaan se niklii na shamshiir-e-jafaa mere baad
raqs-e-bismil kaa tamaasha na hu.aa mere baad
Azad Sahiri
Ghazal
raqs-e-bismil kaa tamaashaa to kiyaa hotaa huzuur
kar ke bismil ho ga.e kis vaaste bismil se duur
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
aap sharmaa ga.e kyuu.n dekh ke raqs-e-bismil
kyaa kahii.n tiir-e-nazar chal ke KHataa karte hai.n
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
raqs-e-bismil ke muqaddar me.n hai dasht-o-sahraa
aur mujre sar-e-baazaar hu.aa karte hai.n
Nasir Misbahi
Ghazal
phir na ye lutf-e-tamaashaa na ye raqs-e-bismil
tiir siine se ko.ii paar na hone paa.e
Shafeeq Barelvi
Ghazal
kisii din dekh lo aalam mirii betaabii-e-dil kaa
tamaashaa dekhnaa manzuur hai gar raqs-e-bismil kaa