SEARCH RESULTS
Showing search results for "معصومیت"
Ghazal MATCHES FOR "معصومیت"
Ghazal
Unknown
Ghazal
tavaaf kartii hai maa'suumiyat yuu.n kamsin kaa
ki qatl kar de 'adaalat me.n bhii to saaf barii
Shahzad Qais
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
sanjiidgii kii gahrii lakiiro.n me.n Dhal gayaa
maa'suumiyat kaa nuur jo peshaaniyo.n me.n thaa
Riaz Majeed
Ghazal
ma.asuumiyat kahii.n par gum ho ga.ii hai 'aKHtar'
lagtaa hai shahr jaa kar bachche badal ga.e hai.n
Akhtar Azad
Ghazal
terii ma.asuumiyat-e-dil kaa pata detii hai.n
terii mahbuubii kaa iqraar hai.n terii aa.nkhe.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
ik adaa ma.asuumiyat aur ek tohmat ma.asiyat
kab talak bachte rahe.nge ham kidhar jaa.e.nge aap
Irtiza Nishat
Ghazal
maasuumi-e-jamaal ko bhii jin pe rashk hai
aise bhii kuchh gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
nigaah-e-naaz kii maasuumiyat are tauba
jo ham fareb na khaate to aur kyaa karte
Arshi Bhopali
Ghazal
ma.asuumiyat to dekhiye ba.ad-e-shab-e-zifaaf
ma.ashuuq shikva-sanj hu.aa hai dikhaa ke lab
Shamshad shaad
Ghazal
vo sab ke saamne baa.nho.n me.n aa ke kho jaanaa
farishto.n jaisii ye ma.asuumiyat havas kii nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
Kamran Hamid
Ghazal
jo de rahaa hai duhaa.ii maa'suumiyat kii apnii
vahii to saazish kaa sarGana hai hame.n pata hai
Suleman Khumar
Ghazal
Rahi Masoom Raza
Ghazal
aap kii ma.asuumiyat pe ho ga.e qurbaan ham
aap kii is saadgii ko saadgii kaise kahe.n