SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताज़ियत"
Ghazal MATCHES FOR "ताज़ियत"
Ghazal
Gam se martaa huu.n ki itnaa nahii.n duniyaa me.n ko.ii
ki kare taaziiyat-e-mehr-o-vafaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe nikaal diyaa ta.aziyat ke jalse se
ki bas vahaa.n mai.n akelaa hii rone vaalaa thaa
Farhat Ehsas
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHabar nahii.n abhii duniyaa ko mere saanehe kii
so apne aap se kartaa huu.n ta.aziyat apnii
Anjum Saleemi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ta.aziyat kiijiye ab vaqt-e-ayaadat to gayaa
aap aa.e magar aane me.n ba.Daa vaqt lagaa
Waqar Manvi
Ghazal
ta.aziyat karnii hai KHud se dil-e-marhuum mujhe
ta.aziya-KHaane me.n ye farsh-e-azaa rahne de
Tasneem Abidi
Ghazal
vo taa'ziyat ke liye dosto.n ke saath aayaa
jo shaKHs mujh ko Dubote hu.e akelaa thaa
Sajid Raheem
Ghazal
ta.aziyat kii khokhlii hai rasm jaarii aaj-kal
is tarah se ho rahii hai Gam-gusaarii aaj-kal
Rehan Alvi
Ghazal
bahut dino.n me.n kal aa.iina saamne paa kar
hu.ii hai umr-e-guzishta kii ta.aziyat kyaa kyaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
kisii buzurg kii sohbat me.n baiThnaa uThnaa
bahut zaruurii hai ye achchhii tarbiyat ke liye
Wasim Nadir
Ghazal
na ta.aziyat kii zaruurat na fikr-e-Gamzadagaa.n
hanuut jis ne bhii kii apnii laash kaisaa hai
Rahi Fidai
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
jo zo'm-e-‘ishq le ke chale hai.n huzuur-e-husn
merii taraf se taa’ziyat un sab kii maa.o.n se
Usman Habib
Ghazal
taaziyat-e-naama-e-uftaada sar-e-raah me.n ham
ro pa.De dekh ke jo shaKHs pa.Daa paa.e hame.n
Maroof Dehlvi
Ghazal
jalsa ye taa'ziyat kaa abhii multavii rakhe.n
yuu.nhii zaraa sii der ko bas mar gayaa huu.n mai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
sabhii ko ek hii ujlat ki rasm puurii ho
baham the log magar ta.aziyat pe ko.ii na thaa
Talib Husain Talib
Ghazal
hasrat-e-bosa-e-ruKHsaar ne maaraa mujh ko
ta.aziyat is liye karte hai.n anaadil do-chaar