SEARCH RESULTS
Showing search results for "daastaan-e-hijr"
Ghazal MATCHES FOR "daastaan-e-hijr"
Ghazal
har har varaq pe kyuu.n ki likhuu.n daastaan-e-hijr
aataa nahii.n zabaan-e-qalam par bayaan-e-hijr
Siraj Aurangabadi
Ghazal
daastaan-e-hijr kyaa hai KHuu.n-chakaa.n tere baGair
ek pal hai sau baras ai jaan-e-jaa.n tere baGair
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
ye daastaan-e-shab-e-hijr kaun suntaa bhalaa
junuu.n bhii is ko kahaa.n tak bayaan kartaa bhalaa
Safiya Ahmad
Ghazal
jo terii mohabbat kaa Gam-e-hijr hai us ko
KHushiyo.n se ghaTaa.uu.n to sifar khii.nch rahaa huu.n
Hijr Moumin
Ghazal
qur.aan to pa.Dhte hai.n ka.ii log yahaa.n 'hijr'
har shaKHs magar saahib-e-qur.aan nahii.n hai
Hijr Moumin
Ghazal
umr ha.ns-khel ke is tarah guzaarii ai 'hijr'
dost kaa dost rahaa yaar kaa mai.n yaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
shab-e-visaal ba.De lutf se kaTii ai 'hijr'
tamaam raat kisii ke gale kaa haar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
baKHt bargashta vo naaraaz zamaana dushman
ko.ii meraa hai na ai 'hijr' kisii kaa mai.n huu.n
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
chalaa hai 'hijr' siyahkaar bazm-e-jaanaa.n ko
zaliil ho ke ye KHaana-KHaraab aa.egaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
sunaa hai mai-kashii karne lagaa 'hijr'
vo mard-e-baa-KHudaa to paarsaa thaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
minqaar se havaa ne likhii daastaan-e-hijr
yuu.n harf-e-mo'tabar ko bhii naa-mo'tabar kiyaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
ruudaad-e-Gam jafaa-e-falak daastaan-e-hijr
sab kuchh kahe.nge un se mulaaqaat bhii to ho
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
rahe zabaa.n pe ko.ii dastaan-e-hijr-o-visaal
vo ek shaKHs hii lafz-o-bayaa.n me.n rahtaa hai
Rahman Khawar
Ghazal
likhnii thii ham ko ek na.ii daastaan-e-hijr
sab vaaqi.aat-e-diida-e-tar kaaT Daale hai.n