SEARCH RESULTS
Showing search results for "dastuur-e-rah-ravii"
Ghazal MATCHES FOR "dastuur-e-rah-ravii"
Ghazal
Charkh Chinioti
Ghazal
jo raah-rau me.n abhii azm-e-rah-ravii kam hai
ba-qaid-e-hosh-o-KHirad aaj aagahii kam hai
Kaleem Saronji
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
shu.uur-e-raah-ravii mai.n ne jis ko baKHshaa thaa
KHushaa-nasiib vahii meraa rahnumaa Thahraa
Qamar usmani
Ghazal
gumraah kar ke chho.Degaa ye shauq-e-rah-ravii
ham us taraf chale hai.n jidhar raasta nahii.n
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
shu.uur-e-raahbarii raah dekhtaa kab tak
us aadmii kii jise zauq-e-rah-ravii na milaa
Rabab Rashidi
Ghazal
fikr-e-manzil hai na naam-e-rahnumaa lete hai.n ham
apnaa zauq-e-rah-ravii KHud aazmaa lete hai.n ham
Hasan Azimabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
aaGaaz to dil-daada-e-be-raah-ravii thaa
ai ishq tujhe KHair se anjaam ne baa.ndhaa
Rahbar sultani
Ghazal
raas aa.ii hame.n shab-gardii-o-be-raah-ravii
KHuub aazaad hu.e tere giraftaar ai dil
Hasan Aabid
Ghazal
letii ga.ii thii ham se sabaa zauq-e-dilbarii
detii ga.ii thii lazzat-e-be-rah-ravii hame.n
Javed Kamal Rampuri
Ghazal
Hafiz Taib
Ghazal
charaaG-e-rah se Garaz hai na naqsh-e-paa kii talaash
ye rah-ravii ko.ii naa-karda-raah kyaa jaane
Shahab Sarmadi
Ghazal
justujuu saath hai sham-e-rah-e-manzil ban kar
apnii be-raah-ravii bhii hai gavaaraa mujh ko
Yaqoob Usmani
Ghazal
Saeedullah Khan Ufuq
Ghazal
be-rah-ravii kii manzil-e-aavaargaa.n me.n bhii
thak jaa.uu.n to talaash-e-rah-o-raahbar na ho
Mehdi Machli Shahri
Ghazal
dekh kar sahraa me.n KHvaab-e-gulsitaa.n
thak chukii hai rah-ravii ab ghar chale.n