SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaahil"
Ghazal MATCHES FOR "jaahil"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vaa.iz ko KHaraabe me.n ik daavat-e-haq dii thii
mai.n jaan rahaa thaa vo jaahil nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
jaahil ko agar jehl kaa in.aam diyaa jaa.e
is haadisa-e-vaqt ko kyaa naam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
ahmaqo.n se jo kabhii vaasta pa.D jaa.e 'sadaf'
baat karne se kahii.n achchhaa hai jaahil ho jaa.o
Mushtaq Sadaf
Ghazal
mujh ko tasliim tirii saarii zehaanat lekin
mujh se jaahil ko kabhii bhii na samajh paa.egii
Wasi Shah
Ghazal
Raaz Dehalvi
Ghazal
'shaad' ik rahbar-e-makkaar se rahzan achchhaa
ko.ii nuqsaan uThaanaa hai to jaahil se uThaa
Shaad Aarfi
Ghazal
english agar na aa sakii hindii to siikh lii
us shoKH kii nigaah me.n jaahil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
mujh ko ye suujhtaa hai naahaq tuu jaan degaa
ik din isii tarah se jaahil ta.Dap ta.Dap kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
maslakii jhag.De furuu.ii ye masaa.il ko liye
aag aalim hii lagaate hai.n ye jaahil ke sivaa
Ejaz Parwana
Ghazal
Amjad Najmi
Ghazal
apnii hii vo kahtaa hai par aur kii nahii.n suntaa
har ik se ulajhtaa hai jaahil kaa KHudaa-haafiz