SEARCH RESULTS
Showing search results for "jauhar-e-aa.ina"
Ghazal MATCHES FOR "jauhar-e-aa.ina"
Ghazal
ai 'anaa' merii tabii.at me.n hai shoKHii lekin
dil-shikan ko.ii sharaarat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Ghazal
ai 'anaa' kis par bhalaa kiije yaqii.n
bik ga.e Gam-KHvaar ab aa.egaa kaun
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
haamil-e-soz ho 'jauhar' na Gazal kyo.n apnii
ham chhupaa.e hu.e siine me.n sharar rakhte hai.n
Jauhar Balliawi
Ghazal
'jauhar' talaash-e-zaat se irfaan-e-zaat tak
apnii anaa kaa aks har ik jaa dikhaa.ii de
Jauhar Balliawi
Ghazal
choT jab pa.Dtii hai fankaar ke dil par 'jauhar'
dard suurat-gar-e-iz.haar-e-bayaa.n hotaa hai
Jauhar Balliawi
Ghazal
nigaah-e-naqd kii taskii.n ke vaaste 'jauhar'
mire kalaam me.n talKHii-e-KHush-gavaar to hai
Jauhar Balliawi
Ghazal
Jauhar Balliawi
Ghazal
ai 'anaa' tum mat giraanaa apne hii kirdaar ko
un ko kahne do ki KHud-daarii kahaa.n aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
saaf hai az bas-ki aks-e-gul se gulzaar-e-chaman
jaanashiin-e-jauhar-e-aa.iina hai KHaar-e-chaman
Mirza Ghalib
Ghazal
shab ne ra.ngat ke liye hii maah-o-aKHtar ko 'anaa'
dekhiye Taa.nkaa hai kaise apnii is poshaak me.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
mai.n ne kahaa hare hii rahe.n umr bhar 'anaa'
kahne lage the jhaT se hii aamiin zaKHm-e-dil