SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalma"
Ghazal MATCHES FOR "kalma"
Ghazal
KHudaa ke vaaste kalma buto.n kaa pa.Dh zaahid
phir iKHtiyaar me.n Gaafil zabaa.n rahe na rahe
Ameer Minai
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
bijlii kaa qumquma na ho kaalaa dhu.aa.n to ho
ye bhii agar nahii.n ho to bujh jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
suu-e-falak nazar jo uThii to vuzuu kiyaa
merii zabaa.n ne kalma-e-tauhiid ke liye
Afroz Rizvi
Ghazal
phir lab pe tere kalma-e-afsos kis liye
mai.n ne to tere jabr kaa shikva nahii.n kiyaa
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
abhii to sub.h ke maathe kaa rang kaalaa hai
abhii fareb na khaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ishq vo Gaarat-gar-e-iimaa.n hai ye chaahe agar
vaa.izo.n ko kalma pa.Dhvaa.e manaat-o-laat kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
paa.nv meraa kalba-e-ahzaa.n me.n ab rahtaa nahii.n
rafta rafta us taraf jaane kii mujh ko lat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
na ko.ii harf-e-malaamat na ko.ii kalma-e-KHair
ye ziist ab na kisii kii bhii zer-e-baar rahii
Shabnam Shakeel
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
lakiir hai na ko.ii rang hai na kalma hai
ye kaisaa naqsh banaayaa hai mere siine par