SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqaab-e-shaahid-e-maqsuud"
Ghazal MATCHES FOR "naqaab-e-shaahid-e-maqsuud"
Ghazal
hastii ko misl-e-naqsh-e-kaf-e-paa miTaa chuke
aashiq naqaab-e-shaahid-e-maqsuud uThaa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tujhe jab se ai shaahid-e-tuur dekhaa
jidhar aa.nkh Daalii udhar nuur dekhaa
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
agar hai hausla-e-diid-e-shaahid-e-maqsuud
to pahle zauq-e-tamaashaa-e-baam paidaa kar
Wali Kakoravi
Ghazal
dayaar-e-shaahid-e-bilqiis-adaa se aayaa huu.n
mai.n ik faqiir huu.n shahr-e-sabaa se aayaa huu.n
Rais Amrohvi
Ghazal
jo dikhaa de jalva ruu-e-shaahid-e-maqsuud kaa
sadqe saaqii is sharaab-e-aa.ina-kirdaar ke
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
Shivraj Bahar
Ghazal
'inshaa' dikhaa ke aur bhii ik jalva-e-Gazal
band-e-naqaab-e-shaahid-e-asraar to.Diye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Shahryar Parwaz
Ghazal
talaash-e-ma.ani-e-maqsuud itnii sahl na thii
mai.n lafz lafz utartaa gayaa bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
a 'shaahid'-e-KHush-baKHt 'yagaanaa' se ye kah do
kahte hai.n ki 'Gaalib' ke taraf-daar the ham log
Shahid Kamal
Ghazal
dil-e-shahiid hu.aa hai shahiid-e-husn-e-sifaat
pilaayaa zauq-e-nazar ne bhii jaam-e-aab-e-hayaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
dushmanii kab thii haasil-e-'maqsuud'
haath ba.Dhte hai.n dostii ke liye
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
milegii manzil-e-'maqsuud' ik din
abhii shaadaab KHvaahish kaa shajar hai
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
vo shahiid-e-nigah-e-naaz nazar aate hai.n
aaj-kal aur hii andaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mere tevar hii ai 'maqsuud' bachat hai merii
saKHt mushkil me.n bhii niilaam ye zevar na hu.aa
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
kaa.np uThtaa hai dil-e-'maqsuud' Gam ke naam par
mai.n to ik ik dard sah letaa huu.n muskaate hu.e
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
bahut hariis hai.n diida-varaan-e-chehra 'fazaa'
naqaab Daal ke chal aagahii ke chehre par