SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqaab-e-shaahid-e-maqsuud"
Nazm MATCHES FOR "naqaab-e-shaahid-e-maqsuud"
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
yahii vo manzil-e-maqsuud hai ki jis ke liye
ba.De hii azm se apne safar pe nikle the
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
ahl-e-junun
ham vahii ahl-e-junuu.n ahl-e-vafaa saahib-dil
ham ki har daur me.n auraaq-e-zamaana ke amii.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ye kaun aaya
maqsuud-e-vafaa sun le kyaa saaf hai saada hai
jiine kii tamannaa hai marne kaa iraada hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
mir
ai shahiid-e-jalva-e-maanii faqiir-e-be-niyaaz
is tarah kis ne kahii hai daastaan-e-soz-o-saaz
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
eid ka din
eid kaa din ik payaam-e-aish kii tamhiid hai
jis ko ho diidaar ai 'shaahid' usii kii eid hai
Shahid Sagri
Nazm
agar yahi hai shaeri to shaeri haram hai!
shabaab-o-sher-o-shaahid-o-sharaab se hii kaam hai
agar yahii hai shaa.erii to shaa.erii haraam hai
Mohsin Bhopali
Nazm
nazm
us kii galii me.n maut muqaddar kii baat hai
'shaahid' ye maut ahl-e-vafaa kii hayaat hai
Shahid Kabir
Nazm
aah-e-na-tamam
lamha lamha mai.n liye jaataa thaa us ke naam ko
jis se hotii thii tasallii is dil-e-naakaam ko
Shahid Sagri
Nazm
shri-kirishna
shaahid-e-maa’nii-e-asraar-e-zuhuur-e-qudrat
sab pe raushan thaa ki vo KHaas thaa nuur-e-qudrat
Bismil Allahabadi
Nazm
meri shaeri aur naqqad
gesuu-e-shaahid-e-giitii me.n piro kar motii
ko.ii diivaana bahut daad-e-junuu.n paa.egaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
yaad aa gae bachche
ik qadam bhii phir aage mai.n na chal sakaa 'shaahid'
jab ka.Dii masaafat me.n yaad aa ga.e bachche
Hafeez Shahid
Nazm
sajjad-zahir ke nam
ba-naam-e-shaahid-e-naazuk-KHayaalaa.n
ba-yaad-e-mastii-e-chashm-e-Gazaalaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zalzala
hairat-e-diid se a.ngusht-ba-dandaa.n thaa mai.n
shaahid-e-jalva-e-qahhaarii-e-yazdaa.n thaa mai.n