SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaate burhan mirza adeeb ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "qaate burhan mirza adeeb ebooks"
Ghazal
'aadil' miraa libaas hii ham-ra.ng-e-daaG thaa
kaar-e-rafuu kiyaa na kabhii dho ke KHush hu.aa
Zulfiqar Aadil
Ghazal
ajiib radd-e-amal thaa vo raushnii ke KHilaaf
jalaa jalaa ke charaaGo.n ko KHud bujhaanaa miraa
Tariq Qamar
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
lihaaz karte adab ehtiraam karte hu.e
guzar rahaa huu.n mohabbat ko aam karte hu.e
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
aisii shadiid raushnii me.n jal maruu.ngaa mai.n
itne hasiin shaKHs ko kaise sahuu.ngaa mai.n
Sohaib Mugheera Siddiqi
Ghazal
raaste yaad nahii.n raah-numaa yaad nahii.n
ab mujhe kuchh tirii galiyo.n ke sivaa yaad nahii.n
Qateel Shifai
Ghazal
paas-e-adab mujhe unhe.n sharm-o-hayaa na ho
nazzaara-gaah me.n asar-e-maa-sivaa na ho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ba.Daa ajiib thaa us kaa vidaa.a honaa bhii
na ho sakaa miraa us se lipaT ke ronaa bhii
Khurshid Talab
Ghazal
rahuu.n is me.n har dam na ho aanaa jaanaa
terii zulfe.n ho gar miraa aashiyaanaa
Tauqeer Ahmad
Ghazal
haal kuchh ab ke judaa hai tire diivaano.n kaa
shahr me.n Dher na lag jaa.e garebaano.n kaa
Yusuf Taqi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
is me.n ko.ii fareb to ai aasmaa.n nahii.n
bijlii vahaa.n girii hai jahaa.n aashiyaa.n nahii.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
vo KHush-KHiraam ki burj-e-zavaal me.n na milaa
mujhe sukuun sitaare kii chaal me.n na milaa
Saqi Faruqi
Ghazal
azaab-e-vahshat-e-jaa.n kaa sila na maa.nge ko.ii
na.e safar ke liye raasta na maa.nge ko.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
vo log vaqt ko apnaa Gulaam karte hai.n
jo haadso.n ko adab se salaam karte hai.n
Mustafa Jameel
Ghazal
hazaaro.n saal me.n utrii tirii tasviir kaaGaz par
vah.y kaa silsila jaise hu.aa tahriir kaaGaz par
Areeb Usmani
Ghazal
ajiib manzar-e-baalaa-e-baam hotaa hai
jab aashkaar vo maah-e-tamaam hotaa hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
ga.ii vo baat ki ho guftuguu to kyuu.nkar ho
kahe se kuchh na hu.aa phir kaho to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
vo bevafaa hii sahii us ko bevafaa na kaho
adab kii had me.n raho husn ko buraa na kaho