SEARCH RESULTS
Showing search results for "rizq-e-haal"
Ghazal MATCHES FOR "rizq-e-haal"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
udaas dekh ke vaj.h-e-malaal puuchhegaa
vo mehrbaa.n nahii.n aisaa ki haal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aa.o ham me.n Dhal jaa.o umr bhar ke pyaase hai.n
tum sharaab ho yaaro ham ayaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
huzuur-e-yaar bhalaa kaise arz-e-haal kare.n
ham aisii taab na aisii majaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
agar zabaa.n se bayaa.n haal-e-Gam na ho paayaa
huzuur-e-dost mirii KHaamushii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
mahruumii-e-hayaat kaa hal Dhuu.nDte rahe
ya.anii adaa-e-husn-e-amal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
ai ham-safar ye azm-e-safar to bajaa sahii
dar-pesh ho na zahmat-e-tuul-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ishq vo ishq hai jo jazb-o-asar tak pahu.nche
husn vo husn hai jo ahl-e-nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
jin se rabt-e-KHaas ho kyo.n mujh ko begaana kahe.n
apnaa diivaana banaayaa hai to diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
merii kashtii ko bahar-haal hai maujo.n se lagaav
ho jo har mauj ko hai shaamil-e-tuufaa.n honaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
pursaan-e-haal kab hu.ii vo chashm-e-be-niyaaz
jab bhii gire hai.n KHud hii sambhalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
hai pesh-e-nazar shoKHi-e-tahriir kisii kii
kaaGaz pe utar aa.ii hai tasviir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ilm-o-hunar hai mulk ko darkaar aaj-kal
ham KHud bhale-bure ke hai.n muKHtaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dono.n kaa ek haal hai pursaa.n nahii.n ko.ii
hai shaam-e-Gam bhii ‘aashiq-e-dil-giir kii tarah