SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharh-e-zindagii"
Ghazal MATCHES FOR "sharh-e-zindagii"
Ghazal
hamaarii KHaamushii kah degii afsaana zamaane kaa
tumhaarii guftuguu mohtaaj-e-sharh-e-zindagii hogii
Shiv Charan Das Goyal Zabt
Ghazal
jinhe.n KHabar hii nahii.n sharh-e-zindagii kyaa hai
vo mujrmo.n kii tarah qaid apne ghar me.n hai.n
Rafique Khayal
Ghazal
bedard mujh se sharh-e-Gam-e-zindagii na puuchh
kaafii hai is qadar ki jiye jaa rahaa huu.n mai.n
Hadi Machlishahri
Ghazal
kaaT kar dast-e-du.aa ko mere KHush ho le magar
tuu kahaa.n aaKHir ye shaaKH-e-be-samar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zindagii apnii nazar aane lagii sirf saraab
kabhii guzre jo dil-e-zaar ke viiraane se
A G Josh
Ghazal
tere dam se thii bahaar-e-zindagii jaan-e-bahaar
zindagii baar-e-garaa.n hai ab tire jaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
samo na taaro.n me.n mujh ko ki huu.n vo sail-e-navaa
jo zindagii ke lab-e-mo'tabar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai 'fazaa' daaman-e-alfaaz hai ab bhii KHaalii
thaa yahaa.n shaaKH-e-ma.aanii pe samar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
yahaa.n Gamo.n kii hai bohtaat aur KHushii kam hai
chale bhii aa.o ki apnii bhii zindagii kam hai