SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharh-e-zindagii"
Nazm MATCHES FOR "sharh-e-zindagii"
Nazm
dil-e-pur-KHun
bast-e-aflaak pe afsaana-e-ra.anaa.ii pe
sharh-e-naira.ngii-e-hastii-o-zuleKHaa.ii pe
Ekram Khawar
Nazm
urdu
tere har lafz me.n ho dard-e-mohabbat kii ta.Dap
har suKHan sharh-e-bayaan-e-KHalish-e-dil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
zikr-e-arzu
fikr merii naa-rasaa hai ilm meraa naa-tamaam
mujh se mumkin hii nahii.n sharh-e-kamaal-e-'aarzuu'
Masoom Sharqi
Nazm
mutazad zawiye
aur bisaat-e-KHayaal be-paayaa.n
aur mu.ayyan huduud-e-sharh-o-bayya.n
Abdul Ahad Saaz
Nazm
sharh-e-wardat
gul-o-bulbul kii daastaa.n hii nahii.n
shaa.erii sharh-e-vaardaat bhii hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
sharh-e-haalaat alag umr kaa aaha.ng sivaa
pahle hii raah me.n haa.el hai KHaliij-e-aqdaar
Abdul Ahad Saaz
Nazm
sajjad-zahir ke nam
hadiis-e-dil-baraa.n baaham kare.nge
na KHuun-e-dil se sharh-e-Gam kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
hai shaamil-e-arbaab-e-azaa shaah-e-jahaa.n bhii
miTne ko hai aslaaf kii azmat kaa nishaa.n bhii
Rais Amrohvi
Nazm
phul barsao shahidan-e-watan ki KHak par
un ke dam se thaa chaman ye KHaar-zaar-e-zindagii
thaa nafas un kaa nasiim-e-KHush-gavaar-e-zindagii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
nazr-e-tagore
ai shaa.ir-e-shabaab-o-navv-sanj-e-zindagii
misl-e-bahaar aa ke tuu aalam pe chhaa gayaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
mirza-ghaalib
raazdaan-e-zindagii ai tarjumaan-e-zindagii
hai tiraa har lafz zinda daastaan-e-zindagii