SEARCH RESULTS
Showing search results for "sher ul ajam ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "sher ul ajam ebooks"
Ghazal
shor ab aalam me.n hai us shobada-pardaaz kaa
charKH bhii ik shobada hai jis saraapaa naaz kaa
Aish Dehlvi
Ghazal
chup hai aaGaaz me.n, phir shor-e-ajal pa.Dtaa hai
aur kahii.n biich me.n imkaan kaa pal pa.Dtaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
KHudaa kii maar vo ayyaam-e-shor-o-shar guzre
vo jin savaar thaa sar par ki sar se dar-guzre
Yagana Changezi
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
mai.n rahaa shiir-o-shakar talKHii-e-ayyaam ke saath
zindagii mai.n ne guzaarii ba.De aaraam ke saath
Ejaz Ajmeri
Ghazal
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
shor-angez vo KHuu.n-baar havaa bhii aa.e
aur dabe paa.nv kabhii baad-e-sabaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
soz-e-alam se duur hu.aa jaa rahaa huu.n mai.n
vo to jalaa rahe hai.n bujhaa jaa rahaa huu.n mai.n
Sheri Bhopali
Ghazal
Chandrabhan Khayal
Ghazal
shu.uur-e-qais ne sahraa me.n KHud-kushii kar lii
kahaa gayaa Gam-e-lailaa me.n KHud-kushii kar lii
Seen Sheen Alam
Ghazal
she'r kyo.n kahte ho 'aazam' ye suKHan kis ke liye
ab Gazal maqbuul hai jo shaa'irii se bach ga.ii
Mohammad Aazam
Ghazal
tuu jo kal KHaak-e-kushtagaa.n se gayaa
shor us dam ajab zamii.n se uThaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
shu.uur masnad-e-auhaam par hai jalva-fagan
kabhii biThaa.o haqiiqat ke saa.ebaan tale
Mannan Bijnori
Ghazal
mai-KHaana hai binaa-e-shar-o-KHair to nahii.n
ai shaiKH-o-barhaman haram-o-dair to nahii.n
Ejaz Warsi
Ghazal
Zulfeqar Ahmad Tabish
Ghazal
ye sher ranj-o-alam kaa ajiib nusKHa hai.n
balaa.e.n Taalte hai.n ham inhii vazaa.if se
Tariq Hashmi
Ghazal
sher-e-hindii jo sune 'mehr' jigar tafta ke
apnaa andaaz-e-fasiihaan-e-ajam bhuul ga.e
Hatim Ali Mehr
Ghazal
jo zindagii thii halaak-e-fusuun-e-rasm-e-kuhan
sa.nvar rahii hai ba-faiz-e-shu.uur-e-aadam-e-nau