SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqda-kushaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "uqda-kushaa.ii"
Ghazal
dilo.n kii uqda-kushaa.ii kaa vaqt hai ki nahii.n
ye aadmii kii KHudaa.ii kaa vaqt hai ki nahii.n
Aziz Hamid Madni
Ghazal
ho ga.ii uqda-kushaa.ii tire diivaane se
raaz-e-kaunain khule ishq ke afsaane se
Syed Mubeen Alvi Khairabadi
Ghazal
KHvaahish-e-uqda-kushaa.ii pe nadaamat kaisii
rasm-e-naaKHun se KHafaa band-e-qabaa ho bhii chuke
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
siikhiye uqda-kushaa.ii kii adaa.e.n 'jumbish'
na hu.aa kuchh bhii ye taqdiir kaa shikva karnaa
Jumbish Khairabadi
Ghazal
dast-e-junuu.n kii uqda-kushaa.ii to dekhiye
daaman ko be-niyaaz garebaa.n banaa liyaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
nigah-e-lutf me.n hai uqda-kushaa.ii muzmar
kaam big.De hu.e bando.n ke sa.nvar jaate hai.n
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
agarche KHvaahish-e-manzil junuu.n ke naaKHun le
KHirad kii uqda-kushaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
haa.e re haa.e tirii uqda-kushaa.ii ke maze
tuu hii khole jise vo uqda-e-mushkil denaa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Hasrat Shadani
Ghazal
dil kii hiraa me.n aa ke KHud uqda-kushaa.ii kar
tujh aisaa aur saahib-e-kirdaar kaun hai
iqraar mustafa
Ghazal
ye hu.ii uqda-kushaa.ii dar-haqiiqat baa'd-e-marg
ziist maidaan-e-amal thii ko.ii KHamyaaza na thaa
Qazi Ehtisham Bachhrauni
Ghazal
ye hu.ii uqda-kushaa.ii dar-haqiiqat baad-e-marg
ziist maidaan-e-amal thii ko.ii KHamyaaza na thaa
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
ai dil-e-muztarib sa.nbhal itnaa na be-qaraar ho
uqda-kushaa.ii hai tirii qabza-e-kaarsaaz me.n
Arman Rampuri
Ghazal
ko.ii bhii uqda-kushaa-e-KHud-aagahii na milaa
mai.n apne aap se bhii aaj tak kabhii na milaa
Rabab Rashidi
Ghazal
ab shahr me.n aqdaar-kushii ek hunar hai
fan jurm hai me.aar-kushii ek hunar hai
Anjum Khaleeq
Ghazal
ashk-e-Gam uqda-kushaa-e-KHalish-e-jaa.n niklaa
jis ko dushvaar mai.n samjhaa thaa vo aasaa.n niklaa