SEARCH RESULTS
Showing search results for "تصورات"
Nazm MATCHES FOR "تصورات"
Nazm
parchhaiyan
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
kabhii gumaan kii suurat kabhii yaqii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
zauq o shauq
aql o dil o nigaah kaa murshid-e-avvalii.n hai ishq
ishq na ho to shar-o-dii.n butkada-e-tasavvuraat!
Allama Iqbal
Nazm
akele kamre mein
tumhaarii yaad ke siine pe baar-haa 'aazar'
tasavvuraat kaa sar rakh ke so ga.ii huu.n mai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
farar
apne maazii ke tasavvur se hiraasaa.n huu.n mai.n
apne guzre hu.e ayyaam se nafrat hai mujhe
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisan
gehuu.n ke khet se kuTiyaa me.n apnii aayaa hai
tasavvuraat kii duniyaa bhii saath laayaa hai
Maikash Akbarabadi
Nazm
jugnu
na.e tasavvuro.n kaa karb, al-amaa.n ki hayaat
tamaam zaKHm nihaa.n hai tamaam nashtar hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ehtiyat
ab tum aaGosh-e-tasavvur me.n bhii aayaa na karo
mujh se bikhre hu.e gesuu nahii.n dekhe jaate
Kaifi Azmi
Nazm
shikast
ghane daraKHt ke saa.e me.n kaun baiThaa hai
tasavvuraat kii sau mish.ale.n jalaa.e hu.e
Akhtar Payami
Nazm
hum log
tasavvuraat kii duniyaa hasii.n sahii lekin
haqiiqato.n ko hasii.n-tar banaa.e.nge ham log
Azmat Abdul Qayyum Khan
Nazm
mera safar qadam qadam
haasil-e-ishq-e-mustafaa un se nizaam-e-kaa.enaat
un ke baGair shar.a-o-diin but-kada-e-tasavvuraat
Meer Yaseen Ali khan
Nazm
ek raat aaegi
tasavvuraat kii bazm-e-nashaat me.n kho kar
tumhii.n ne mehr-o-vafaa kaa mujhe payaam diyaa
Nazm
kisan
gehuu.n ke khet se kuTiyaa me.n apnii aayaa hai
tasavvuraat kii duniyaa me.n saath laayaa hai
Maikash Hyderabadi
Nazm
shairi
hotii hai tabhii hairat shaa.iro.n pe
tasavvuraat kii parchhaa.iyo.n ko
Aditya Pant Naaqid
Nazm
ek KHwab aur
KHvaab ab husn-e-tasavvur ke ufuq se hai.n pare
dil ke ik jazba-e-maasuum ne dekhe the jo KHvaab
Ali Sardar Jafri
Nazm
pile diye
ho tasavvur ishq kaa aur ho syaahii raat kii
umr naazuk mom sii ho shab ho is baat kii