SEARCH RESULTS
Showing search results for "قاصد"
Nazm MATCHES FOR "قاصد"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
par tirii tasviir qaasid girya-e-paiham kii hai
aah ye tardiid merii hikmat-e-mohkam kii hai
Allama Iqbal
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
aur un kii yaad ke maanuus qaasid
aur un kii chaahato.n ke hijr-naame
Ahmad Faraz
Nazm
saba viran
ab kahaa.n se qaasid-e-farKHanda-pai aa.e?
kahaa.n se, kis subuu se kaasa-e-piirii me.n mai aa.e?
Noon Meem Rashid
Nazm
wadi-e-sindh
qaasid-e-abr aa rahaa hai le ke haa.n paiGaam-e-faiz
baargaah-e-ezdii me.n kis kii shunavaa.ii hu.i
Shah Deen Humayun
Nazm
eajaz-e-tasawwur
zohra kahne lagii ai bazm falak ke qaasid
zard rau pahlii hii manzil me.n hu.aa to kyuu.n kar
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
payam
fazaa.o.n me.n ko.ii naadiida ma.aluum rasta hai
jahaa.n jazbaat muztar ruuh ke siimaab-paa qaasid
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
gul-farosh
ye naaznii.n ki jise qaasid-e-bahaar kahe.n
javaa.n hasiina ki fitrat kaa shaahkaar kahii.n
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
jaise
aaj qaasid ko idhar se jo guzarte dikhaa
mujh ko aisaa lagaa jaise ki tiraa KHat aayaa