SEARCH RESULTS
Showing search results for "منزلیں"
Nazm MATCHES FOR "منزلیں"
Nazm
ajib aadmi tha wo
tuu chaahe jitnii duur bhii banaa le apnii manzile.n
kabhii nahii.n thakuu.ngaa mai.n
Javed Akhtar
Nazm
mohabbat ki ek nazm
ye kitaab o KHvaab ke darmiyaan jo manzile.n hai.n mai.n chaahtaa thaa
tumhaare saath basar karuu.n
Iftikhar Arif
Nazm
sal-e-nau mubarak
mahaktii hu.ii manzile.n pyaarii pyaarii
ki sadiyo.n se taktii hai.n raahe.n hamaarii
Mohammad Asadullah
Nazm
aurat
is murkkab ko usuulii ju.nbishe.n hone lagii.n
ye hayuulaa irtiqaa.ii manzile.n tai kar gayaa
Shaad Aarfi
Nazm
naqsh-bar-ab
manzile.n aur bhii kitnii hai.n mohabbat ke sivaa
ruuh-e-aazaad giraftaar-e-salaasil kyuu.n ho
Ada Jafarey
Nazm
baba guru-nanak dev
manzile.n gum aur itne rahnumaa.o.n kaa hujuum
e'tiqaad-e-KHaam aur itne KHudaa.o.n kaa hujuum
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
sar-e-tur
manzile.n u.D ga.ii.n ban ke gard-e-safar
rahguzaaro.n hii me.n kaarvaa.n hai abhii
Ali Sardar Jafri
Nazm
ai mubaraz-talab
manzile.n gard hai.n
baadalo.n kii tarah Gam barastaa rahaa