SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھنڈر"
Nazm MATCHES FOR "کھنڈر"
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
jab shahr kha.nDar ban jaa.egaa
phir kis par sang uThaa.oge
Ahmad Faraz
Nazm
wirsa
un kaa virsa huu.n kha.nDar ye sitam iijaad na kar
terii taKHliiq nahii.n tuu ise barbaad na kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHak-e-hind
sab suurbiir apne is KHaak me.n nihaa.n hai.n
TuuTe hu.e kha.nDar hai.n yaa un kii haDDiyaa.n hai.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
intishaar
jise pukaariye miltaa hai ik kha.nDar se javaab
jise bhii dekhiye maazii kaa ishtihaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
haweli
ik musalsal gard me.n Duube hu.e sab baam-o-dar
jis taraf dekho a.ndheraa jis taraf dekho kha.nDar
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
har viiraa.n ghar, har ek kha.nDar
ham paa-e-qasr-e-daaraa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
agar hai jazba-e-tamir zinda
agar hai jazba-e-taamiir zinda
kha.nDar se kal jahaa.n bikhre pa.De the
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
waqt ki piTh par
badan ke shikasta kha.nDar se nikal bhaagne ke liye phir
tumhaarii madad kii zaruurat hai mujh ko
Adil Mansuri
Nazm
khanDar
ye kha.nDar aaj jahaa.n raat kii taariikii me.n
tuu ne bhuule hu.e afsaane ko dohraayaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
namrud ki KHudai
shikast-e-ra.ng-e-azaar-e-mahbuub bhii gavaaraa
magar yahaa.n to kha.nDar dilo.n ke,
Noon Meem Rashid
Nazm
aap-biti
kitnii bhuulii hu.ii yaado.n ke pur-asraar kha.nDar
kitne uj.De hu.e luuTe hu.e sunsaan nagar