SEARCH RESULTS
Showing search results for "आशियाना"
Nazm MATCHES FOR "आशियाना"
Nazm
parinde ki fariyaad
vo pyaarii pyaarii suurat vo kaamanii sii muurat
aabaad jis ke dam se thaa meraa aashiyaanaa
Allama Iqbal
Nazm
zabta
ye zaabta hai haqiiqat ko ik fasaana kahuu.n
ye zaabta hai qafas ko hii aashiyaana kahuu.n
Habib Jalib
Nazm
shama
yak-bii.n tirii nazar sifat-e-aashiqaan-e-raaz
merii nigaah maaya-e-aashob-e-imtiyaaz
Allama Iqbal
Nazm
bulbul
dayaar-e-ishq me.n yaa gardish-e-zamaana nahii.n?
na aashiyaana kahii.n hai na hai vatan teraa
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
bachpane ki yaad
vo ghar ki duur jis se thii gardish-e-zamaana
aazaadiyo.n kaa merii aabaad aashiyaana
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
qurb-e-qayamat
ye chi.Diyaa jo pa.nkhe se Takraa ga.ii hai
use to faqat aashiyaana banaane kii dhun thii
Khursheed Rizvi
Nazm
zauq-e-shairana
ka.ii baar aa ke bijlii girii sehn-e-gulsitaa.n par
ye rahii hamaarii qismat ki jalaa na aashiyaana
Rabia Sultana Nashad
Nazm
aali-ji ki gum-shuda bayaz
isii bayaaz se doho.n ko aazmaanaa thaa
vo shaaKH hii na rahii jis pe aashiyaana thaa