SEARCH RESULTS
Showing search results for "जाम-ए-शराब"
Nazm MATCHES FOR "जाम-ए-शराब"
Nazm
holi khelne ki farmaish par
mast ho kar mai.n piyuu.n jaam-e-sharaab-e-hastii
hama-tan baada-e-ishrat ke nashe me.n jhuumuu.n
kanval Dibaivi
Nazm
koyal
aur musaffaa hai fazaa-e-aasmaa.n tere liye
hai shafaq-jaam-e-sharaab-e-arGavaa.n tere liye
Suroor Jahanabadi
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
aa ja
daur-e-sharaab ban kar jaan-e-sharaab aa jaa
duniyaa-e-dil ke maalik haa.n be-hijaab aa jaa
Sahba lakhnavi
Nazm
husn-e-jaanan
terii aa.nkho.n me.n dair-o-haram qaid hai
jaam-e-gulfaam kyaa jaam-e-jam qaid hai
Noman Badr
Nazm
shahid bhagat-singh
jaam-e-hubb-e-vatan ke ai matvaale
ai paikar-e-naamuus hamiyyat vaale
Tilok Chand Mahroom
Nazm
sawal-o-jawab kaun kare
zikr-e-ahd-e-shabaab kaun kare
hasrato.n kaa hisaab kaun kare
Narayan Das Puri
Nazm
bahaar-e-shabab
jaam-e-aatish-zer-e-paa kii oT le kar saaqiyaa
botalo.n me.n Duub jaane kaa zamaana aa gayaa
Shameem Farooq Banspari
Nazm
hamara punjab
jaam-e-mai-e-sar-josh bhii hai.n is kii ghaTaa.e.n
mai-KHaana-ba-aaGosh bhii hai.n is kii ghaTaa.e.n
Qais Jalandhari
Nazm
tark-e-wada ki tark-e-KHwab tha wo
bhar chukaa jaam-e-shart-e-vasl jise
sub.h tak, aa.nsu.o.n se bharnaa thaa