SEARCH RESULTS
Showing search results for "तड़प-तड़प"
Nazm MATCHES FOR "तड़प-तड़प"
Nazm
dawam ke dayar mein
adam jahaa.n saraab hai
tire mire ka.ii nishaa.n ta.Dap ta.Dap ke mar ga.e!
Riyaz Latif
Nazm
ek raat aaegi
ta.Dap ta.Dap ke guzaarii hai zindagii mai.n ne
mujhe kabhii na milaa vaqt muskuraane kaa
Nazm
KHamoshi
aur gir kar farsh pe chhan se TuuT gayaa to
ta.Dap ta.Dap kar mar jaa.egii KHaamoshii
Mohsin Aftab Kelapuri
Nazm
naqsh-e-mohabbat
ta.Dap ta.Dap ke to bismil ne jaan tak de dii
vo aab-e-teG ke do ghuu.nT bhii pilaa na sake
Noor Ludhiyanwi
Nazm
bulbul o parwana
ta.Dap ta.Dap ke jo be-iKHtiyaar kartaa hai
nahii.n hai aag ke shola se aah Dar tujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHaufnak kamra
aa.nkhe.n ta.Dap uThii hai.n a.ndhere me.n Duub kar
kamre me.n aur ko.ii nahii.n ko.ii hai magar
Mohammad Alvi
Nazm
malal
tamaam zii-ruuh garmiyo.n se ta.Dap rahe the
baras rahaa thaa ajiib tishna-labii kaa mausam
Vali Madni
Nazm
chand roz aur meri jaan
aur kuchh der sitam sah le.n ta.Dap le.n ro le.n
apne ajdaad kii miiraas hai maazuur hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek mulaqat
tirii ta.Dap se na ta.Dpaa thaa meraa dil lekin
tire sukuun se bechain ho gayaa huu.n mai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
sukun
ta.Dap rahe hai.n jo tuufaa.n mire KHayaalo.n me.n
vo band-e-zabt-o-tahammul se aa na Takraa.e.n