SEARCH RESULTS
Showing search results for "बुग़्ज़"
Nazm MATCHES FOR "बुग़्ज़"
Nazm
zarurat-e-ittihad
vahii ja.ng-o-jadal vahii jhag.De
vahii buGz-o-enaad ke rag.De
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
siyasat
isii kii maslahat se buGz ke paude panapte hai.n
giraa detii hai ye diivaar baaham e'timaado.n kii
Rahbar Jaunpuri
Nazm
hubb-e-watan
kuchh ho gayaa zamaana kaa ulTaa chalan yahaa.n
hubb-e-vatan ke badle hai buGz-e-vatan yahaa.n
Mohammad Husain Azad
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
dilo.n me.n nafrat-o-kiina hai aur buGz-o-inaad
magar labo.n pe hai baabaa-e-qaum zindabaad
Nazish Partap Gadhi
Nazm
rah-e-watan mein
bhulaa do buGz-o-adaavat kii daastaano.n ko
jalaa do firqa-parastii ke aashiyaano.n ko
Jafar Malihabadi
Nazm
siyasi maslahat
ta.ng-nazarii buGz aur nafrat-bhare tirshuul ko
piiTh me.n insaaniyat kii is tarah gho.npaa gayaa
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Nazm
dar-madh-am
paKH se agar kisii ko ko.ii buGz ho to ho
Gaalib ke is gad.he se to behtar ye naam hai
Khalid Mahmood
Nazm
main jina chahta hun magar
ki mere vajuud ke andar
buGz havas aur riyaa-kaarii kii baaruudii sura.nge.n
Yusuf Taqi
Nazm
ghar ki raunaq
nifaaq o buGz o ta.assub ke aa ga.e rele
zabaa.n kii aa.D me.n ahl-e-fasaad khul-khele
Raza Naqvi Vahi
Nazm
nasihat
chho.D de buGz aur hasad bilkul
apne dil ko na ghun lagaa bhaa.ii
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
dastur sazi ki koshish
ik qabiila jo muKHaalif thaa shu.uurii fikr kaa
thaa taraqqii-vaadiyo.n se jis ko buGz-e-lillaahii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
naya safar
ta.alluqaat kaa afsuu.n kuduurato.n kaa Gubaar
dilo.n kaa buGz, mohabbat ke daa.ero.n kaa hisaar
Mahmood Ayaz
Nazm
laDaku chiDa
aur agar buGz-o-adaavat kaa yahii josh rahaa
jaa-ba-jaa laasho.n ke ambaar nazar aa.e.nge
Kaif Moradaabadi
Nazm
nifaq
nifaaq se KHudaa bachaa.e rog ye shadiid hai
balaa-e-jaan aadmii nishaan-e-buz-dilii hai ye
Urooj Qadri
Nazm
mulk ki mohabbat
jo rakhtaa hai aapas me.n buGz-o-adaavat
vo hargiz sazaa-vaar-e-azmat nahii.n hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aazadi
miTaa do buGz-o-kiina fitna-o-shar
vo Guncha ho ki kaa.nTaa yaa gul-e-tar
Basant Lakhnavi
Nazm
eid milan ke mauqea par
aaj hotii hai hasad buGz-o-jafaa kii tardiid
is liye ahl-e-vatan sab ko mubaarak ho eid