SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुअज़्ज़िज़"
Nazm MATCHES FOR "मुअज़्ज़िज़"
Nazm
jawab-e-shikwa
vo zamaane me.n mu.azziz the musalmaa.n ho kar
aur tum KHvaar hu.e taarik-e-qur.aa.n ho kar
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
pichhle pahr kii koyal vo sub.h kii mo.azzin
mai.n us kaa ham-navaa huu.n vo merii ham-navaa ho
Allama Iqbal
Nazm
mini-bus ka safar
majbuur ho ga.e the jamiil o hasiin log
murGaa bane hu.e the mu.azziz-tariin log
Khalid Irfan
Nazm
masjid
taaq me.n sham.a ke aa.nsuu hai.n abhii tak baaqii
ab musallaa hai na mimbar na mu.azzin na imaam
Akhtarul Iman
Nazm
aawara parchhaiyan
un kii pahchaan mil ga.ii
to shahr ke mu.azzaz aur ibaadat-guzaar shariif-zaade
Aashufta Changezi
Nazm
subh ki aamad
pujaarii ko mandir ke mai.n ne jagaayaa
mu.azzin ko masjid ke mai.n ne uThaayaa
Ismail Merathi
Nazm
guDDe miyan ki shadi
ba-mahr-e-muajjal bayaasii hazaar
gulistaa.n kaa motii samundar kaa phuul
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
dua
mujhe kisii bhii mu.azzaz kaa ham-rikaab na kar
mai.n KHud kamaa.uu.n jise bas vo nek-naamii de
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
numaish
shahr ke chiida chiida mu.azziz KHavaatiin-o-hazraat
chehro.n pe mauzuu.n milaavaT
Abrarul Hasan
Nazm
shaer-e-azam
jaa ke baiThaa saat ghanTe jab vahaa.n
ik mu.azzaz shaKHs aa.e naa-gahaa.n
Asrar jamayee
Nazm
murajat
muskuraate hu.e mere giryaa.n dino.n kii thakan chuum le
shaam kii sarhado.n se mu.azzin pukaare to