SEARCH RESULTS
Showing search results for "रुख़्सार-ए-शादमानी"
Nazm MATCHES FOR "रुख़्सार-ए-शादमानी"
Nazm
ujale ki lakir
saaqii-e-vaqt ke ruKHsaar pe lahraayaa hai
ye hai taariik fazaa.o.n me.n ujaale kii lakiir
Noor -e-Shama Noor
Nazm
yaad-e-mazi
vo dilkash nigaahe.n vo shiirii.n-bayaanii
vo lutf-e-musalsal shab-e-shaadmaanii
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
barsat ki ek raat
ye barsaat ye mausam-e-shaadmaanii
KHas-o-KHaar par phaT pa.Dii hai javaanii
Kaifi Azmi
Nazm
hama-ust
jo duniyaa ke mazduur sab ek ho jaa.e.n
aaGaaz ho ik nayaa daura-e-shaadmaanii
Noon Meem Rashid
Nazm
pat-jhaD
mai.n in ra.ngiiniyo.n me.n Duub jaataa huu.n
mujhe har husn goyaa ek dars-e-shaadmaanii hai
Obaidur Rahman Azmi
Nazm
bewa ki KHud-kushi
dopahar kii chhaa.nv daur-e-shaadmaanii ho gayaa
pyaas bhii bujhne na paa.ii KHatm paanii ho gayaa
Kaifi Azmi
Nazm
yaran-e-najd
vo ahd-e-shaadmaanii vo itr-e-zindagaanii
ai daur-e-aasmaanii vaapas kahii.n se laade
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
lauh-o-qalam
baaqii hai lahuu dil me.n to har ashk se paidaa
ra.ng-e-lab-o-ruKHsaar-e-sanam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
eid ka din
taazgii-e-dil bahaar-e-zindagaanii eid hai
ai KHushaa roze ki roz-e-shaadmaanii eid hai
Shahid Sagri
Nazm
suraj garhan
mushkile.n zevar hai.n husn-e-zindagaanii ke liye
ranj-o-Gam Gaaza hai.n ruu-e-shaadmaanii ke liye
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
sal-e-nau
mubaarak ho naved-e-shaadmaanii muzhda-e-raahat
sadaa ishrat-fazaa jis kii tire taa-gosh aa.ii hai
Barq Dehlvi
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
KHush huu.n firaaq-e-qaamat-o-ruKHsaar-e-yaar se
sarv-o-gul-o-saman se nazar ko sataa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nur-jahan
ruKHsaar-e-jahaa.n-taab kii pa.Dtii thii.n shu.aa.e.n
yaa husn ke dariyaa se ko.ii mauj ravaa.n thii