SEARCH RESULTS
Showing search results for "सलीबों"
Nazm MATCHES FOR "सलीबों"
Nazm
bhagat-singh ke nam
kisii colonel ke qatl-e-aam se lashkar nahii.n rukte
saliibo.n se nahii.n Darte
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
hamein nabud mat karna
saliibo.n ko mirii chhaatii pe khii.nchaa
aur kaano.n me.n azaa.n bhar dii
Syed Mubarak Shah
Nazm
ab bhi raushan hain
ki tamannaa.e.n saliibo.n se utar aatii hai.n
apnii qabro.n se nikaltii hai.n masiihaa ban kar
Ali Sardar Jafri
Nazm
qatra qatra ehsas
aur palko.n kii saliibo.n pe vo guzre hu.e din
jaise kha.nDaro.n kii fasiilo.n pe Ta.ngaa ho itihaas
Chandrabhan Khayal
Nazm
be-KHabar log
ki kitne na.e naam
phir raushnii ne saliibo.n kii diivaar par likh diye hai.n
Sayyad Hasan Nasir
Nazm
main jagta hun
mire dukho.n kii saliibo.n pe kaise kaise badan
laTak rahe hai.n numaa.ish ko ek muddat se
Sohan Rahi
Nazm
jila-watan shahzad-gan ka jashn
ghuumtii suu.ii ke raste kii saliibo.n se Tapakte
qatra qatra surKH-ruu sayyaal ko
Khaleel Mamoon
Nazm
sawal sawal siyah kashkol
in aziyyat kii kaalii saliibo.n pe
KHaamoshiyo.n kii darinda-sifat kiil se ja.D diyaa hai
Ejaz Rahi
Nazm
sawal sawal siyah kashkol
in aziyyat kii kaalii saliibo.n pe
KHaamoshiyo.n kii darinda-sifat kiil se ja.D diyaa hai
Ejaz Rahi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai magar kyaa is yahuudii kii sharaarat kaa javaab
vo kaliim-e-be-tajallii vo masiih-e-be-saliib
Allama Iqbal
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
aur ab jo hai.n jaa-ba-jaa saliibe.n
tum baa.nsuriyaa.n bajaa rahe ho
Ahmad Faraz
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
jaise marqad ke sirhaane ko.ii KHaamosh charaaG
jaise sunsaan se maqtal kii saliib
Mohsin Naqvi
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
kabhii saliib pe apno.n ne mujh ko laTkaayaa
kiyaa falak ko safar chho.D kar zamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
chand taron ka ban
kuu-e-dildaar kii manzile.n
dosh par apnii apnii saliibe.n uThaa.e chalo