SEARCH RESULTS
Showing search results for "arbaab-e-havas"
Nazm MATCHES FOR "arbaab-e-havas"
Nazm
ek nazm
dekh is dahr me.n arbaab-e-havas ke haatho.n
aabruu pyaar kii miTTii me.n milii jaatii hai
Qateel Shifai
Nazm
ek taswir
is se pahle bhii ka.ii baar hu.aa hai aisaa
phir bhii arbaab-e-havas zahr-e-havas piite hai.n
Muslim Shameem
Nazm
ek taswir
is se pahle bhii ka.ii baar hu.aa hai aisaa
phir bhii arbaab-e-havas zahr-e-havas piite hai.n
Muslim Shameem
Nazm
baghi
laa, tabar KHuun ke dariyaa me.n nahaane de mujhe
sar-e-pur-naKHvat-e-arbaab-e-zamaa.n to.Duu.ngaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
afkar pareshan
lahore kyaa chhuTaa ki zamaana badal gayaa
arbaab-e-zauq-o-shauq kii sohbat nahii.n rahii
Ameer Chand Bahar
Nazm
KHwab-e-sahar
aadmii minnat-kash-e-arbaab-e-irfaa.n hii rahaa
dard-e-insaanii magar mahruum-e-darmaa.n hii rahaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
raqqasa-e-auham
shaadaab hai din-raat Gariibo.n ke lahuu se
arbaab-e-zar-o-siim kaa gulzaar hai aalam
Bebak Bhojpuri
Nazm
o aasman wale
arbaab-e-daulat-o-zar kangaal ho ga.e sab
sannaa.a jis qadar the hammaal ho ga.e sab
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
urdu
ho kuchh is tarah gul-afshaanii-e-arbaab-e-suKHan
jis se paamaalii-e-gulbaa.ng-e-anaadil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
jaliyan-wala bagh
markaz-e-arbaab-e-armaan-e-vatan
azmat-e-KHuun-e-shahiidaan-e-vatan
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
shikwa
ai KHudaa shikva-e-arbaab-e-vafaa bhii sun le
KHuugar-e-hamd se tho.Daa saa gila bhii sun le
Allama Iqbal
Nazm
nama-e-jaanan
be-dilii sheva-e-arbaab-e-mohabbat Thahraa
ab ko.ii aa.e ki jaa.e ''tananaahuu-yaahuu''
Ahmad Faraz
Nazm
fikr
husn kii jalva-gah-e-naaz kaa afsuu.n tasliim
yahii qurbaa.n-gah-e-arbaab-e-nazar kyuu.n ho jaa.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
tuu agar ko.ii mudabbir hai to sun merii sadaa
hai dilerii dast-e-arbaab-e-siyaasat kaa asaa
Allama Iqbal
Nazm
jo hum pe guzri
ab tahii jaam-o-subuu kii na hikaayat hogii
naGma-zan qismat-e-arbaab-e-mohabbat hogii