SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-be-ra.ng"
Nazm MATCHES FOR "dil-e-be-ra.ng"
Nazm
tawaif
teraa chehra arGavaanii teraa dil-e-be-aab-o-ra.ng
zindagii kyaa hai tirii qaanuun se fitrat ke ja.ng
Mahirul Qadri
Nazm
tez chalo
ye kah rahaa hai dil-e-be-qaraar tez chalo
bahut udaas hai.n zanjiir o daar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
haal-o-maqam
dil zinda-o-be-daar agar ho to ba-tadriij
bande ko 'ataa karte hai.n chashm-e-nigaraa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
alif lafz o maani se mubarra
tasalsul saa.ns kii zanjiir-e-aaha.ng
tasalsul KHvaab kii ta.abiir-e-be-ra.ng
Adil Mansuri
Nazm
gurez
raah kii zulmat-e-be-rang ke baa-vasf mujhe
jagmagaatii hu.ii qindiil nazar aatii hai
Raza Ashk
Nazm
sham ko raste par
apnii hastii ko tabaahii se bachaane ke liye
mai.n isii rauzan-e-be-ra.ng me.n ghus jaa.uu.ngaa
Meeraji
Nazm
ban-bas
dasht-e-be-ra.ng se dard ke phuul chuntii hu.ii zindagii
KHauf-e-vaamaa.ndgii se KHajil
Iftikhar Arif
Nazm
main ghair-mahfuz raat se Darta hun
shab se Dartaa huu.n mai.n
ek tasviir-e-be-ra.ng hai saamne jis se Dartaa huu.n mai.n
Akhtar Husain Jafri
Nazm
mazarat
merii aa.nkhe.n hai.n ki ik KHvaahish-e-be-rang liye
jaane kis daur ke manzar kii talab me.n Galtaa.n
Razi Haidar
Nazm
bayan safai
kaaGaz-e-be-ra.ng me.n sard-havas-ja.ng me.n
sub.h se masruuf log apnii chaadar me.n band
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
nau sitambar yaum-e-wafat-e-jigar murad-abaadi
sabr kar ai dil-e-be-taab-o-hazii.n
ek azmat kaa sutuun aur giraa
Mustafa Rahi
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
tujh ko kitno.n kaa lahuu chaahiye ai arz-e-vatan
jo tire aariz-e-be-ra.ng ko gulnaar kare.n